Kisi Ne Bura To Kisi Ne Acha ManaMujhe,
Jisme Jitni Insaniyat Thi Usne UtnaHe Apna Mana Mujhe,
Pyar To Mujhe Sabse Hai Par YeKudrat Ka Khel Hai
Ki Sabne Pyar K Layak Mana NahiMujhe
Paane Ke Liye Jisko Chale The Ghar Se Hum,
Manzil Woh Hamari Raah Mein Kahin Chhut Gayi,
Ab Kis Ko Dosh Du Tu Hi Bata De Sagar,
Lagta Hai Meri Kismat Hi Mujh Se Rooth Gayi…
Its Very Hurting When Your
Relationship Breaks U Cant Be Friend
That Person Whom U Share Everything
Spend Whole Day And Now Behave Like
Strangers...!!!!
Tere Sagar Par Moula Yeh Jahan Julm Dha Raha Hai,
Tu Bhi Door Baitha Kaise Muskura Raha Hai,
Ab Puchhta Bhi Nahi Hai Koi Baad Uske Mujhe,
Aaj Bichhuda Yaar Mujhe Yaad Aa Raha Hai….
Kya Jawab Doge Sanam,
Khuda Ke Darbaar
Jab Puchhega Woh,
Kya Gull Khilaye Pyar Mein,
Suna Na Sakoge Dastaa,
Apni Bewafayi Ki,
Kiye Hain Tumne Lakho Jakhm,
Dil E Yaar Mein,
Fasla Hi Kam Na Huya Aur,
Apno Se Juda Hote Chale Gaye,
Tumhari Berukhi Ne Yun Hamara Dil Toda,
Usi Dil Ne Tumhe Aawaj Di Hai Fir Chale Aao…
Suna Suna Lagta Hai Jahan Sara
Bechara Waqt Bhi Hai Halat Ka Mara
Bas Chuka Hai Itni Siddat Se Dil Mein Koi
Jaisey Bina Uskey Koi Wajood Nahi Hamara
Reh-Reh Ke Yaad Kartey Hain Tujhko
Sayad Tujhey Hi Nahi Khayal Hamara
Waisey To Tanhai Baatney Ko Hai Duniya Sari
Par Bina Terey Kisi Ka Saath Nahi Gawara
Kaatney Ko To Kaat Jayegi Jindgi Jaisey Taisey
Par Bina Tere Naa Hogi Meri Seher Waisey
Yahi Iltaja Hai Merey ‘Maanzi’
Hamesha Sajatey Rehna Meri Duniya Aisey…
Dil ne pyar seekha par na seekha izhar
Dil ne aitbaar seekha par na seekha inkar
Dil ne muskurana seekha aur kiya sab kuch svikar
Dil ne har bar kuch seekha par na mila use uska pyaar.
Barish hui to phulon ke tan chak ho gaye
mausam ke hath bhig ke saffak ho gaye
baadal ko kya khabar ke barish ki chah main
kitne buland-o-bala shajar khaak ho gaye
jugnu ko din ke waqt pakarne ki zid karen
bache hamare ahad ke chalak ho gaye
lahra rahi hai barf ki chadar hata ke ghas
suraj ki shah pe tinak bhi bebak ho gaye
suraj dimag log bhi iblag-e-fikr main
zulf-e-shab-e-firaq ke pechak ho gaye
jab bhi garib-e-shahar se kuch guftagu hui
lahaje hawa-e-sham ke namnak ho gaye
sahil pe jitne aab_guzida the sab ke sab
dariya ke rukh badalte hi tairak ho gaye
Tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
ik diya hai jo andheron mein jala rakha hai
jit le jaye koi mujhko nasibon vala
zindagi ne mujhe da o pe laga rakha hai
jane kab aaye koi dil mein jhankane vala
is liye main ne gireban ko khula rakha hai
imtehan aur meri zabt ka tum kya loge
main ne dhadakan ko bhi sine mein chupa rakha
haiiiii
कलकत्ते का जो ज़िक्र...
कलकत्ते का जो ज़िक्र किया तूने हमनशीं;
इक तीर मेरे सीने में मारा के हाये हाये;
वो सब्ज़ा ज़ार हाये मुतर्रा के है ग़ज़ब;
वो नाज़नीं बुतान-ए-ख़ुदआरा के हाये हाये;
सब्रआज़्मा वो उन की निगाहें के हफ़ नज़र;
ताक़तरूबा वो उन का इशारा के हाये हाये;
वो मेवा हाये ताज़ा-ए-शीरीं के वाह वाह;
वो बादा हाये नाब-ए-गवारा के हाये हाये।
Zindagi Ka Bharosa Nahin,
Duniya Ka Yakin Kya Karen,
Aaj Ki Yaari Matlab Ki,
Koi Kisi Ke Liye Kyon Mare,
Bhai Bhai Se Kare Dhoka,
Gairon Se Umeed Na Rahi,
Mana Ke Yeh Kalyug Hai,
Magar Pyar Zinda Hai Kahin Ma Kahin…
Lakh doori ho magar ehad nibhate rehna.
Jub b barish ho mera soog manate rehna.
Tum gay ho to sari shaam ye adat tehri.
Bus kinare pe khare hath hilate rehna.
Jane is dil ko ye adab kahan se aaye.
Us ki rahoo me nigahoo ko bichate rehna.
1 modat se ye maamool howa hai ab to.
Aap hi roothna aap hi manate rehna.
Tum ko maaloom he Saqi, ye pagal pan he.
Door jate howe logoo ko bulate rehna.
Tum Hi Se Paida Hue Ye Lafz, Ye Zindgi,
Ye Khayal Ye Bandgi.
Inme Ji Lene Do Mujhe,
Ek Jaam Pada Hai Saamne Pee Lene Do Mujhe.
Gaharai Ko Cheerti Tumhari Aawaj,
Sannato Me Shor Ka Saaz,
Sun Lene Do Mujhe
Ek Jaam Pada Hai Saamne Pi Lene Do Mujhe.
Tumhi Se Hausla Paya Maine Ye Likhne Ka
Khud Ko Baya Karne Do Mujhe
Na Jane Phir Kab Milenge Hum
Seene Se Lipat K Rone Do Mujhe
Ek Jaam Pada Hai Saamne Pi Lene Do Mujhe….