Kyon itni mohabbat karte hai dost tum se,
Yehi sawal karte hai hamesha apne dil se,
Ye duriyan sahi nahi jaati humse,
Yaad bahut karte hai dost tumko hum kasam se..
A friend is someone who understands us, sticks by us and shares our feelings.Reach out to your friend with heart-warming shayari and make him/ her feel extra special !
Pyare Se D0st K0 Salam Hamara.
Din Kaisa Raha Yeh Sawal
Hamara.
Kal Phr Sms Bhejenge Ye Wada
Hamara.
Par Abhi
Good Night Ka Pyara Sa Paigham
Hamara.....
Sachi hai meri dosti azmake dekhlo,
kar k yakin mujhpe mere pass aake dekh lo,
badalta nahi kabhi sona apna rang,
jitni bar dil kare aag laga kar dekhlo.
Doston Ki Dosti Mein Khata Khayi Hai
Karke Bharosa Unse Hamne Sazaa Payi Hai
Jo Aaye The Dil Ke Aashiyane Mein Chiraag Bankar
Afsos! Ushi Chiraag Ne Aashiyane Mein Aag Lagaayi Hai
Tere Dosti Mere Liye Thofa
Hai Khuda Ka,
Jo Kbhi Na Toote Wo Rishta Hai Wafa Ka,
Hum Tujhko Kbhi Na Bhula Sakenge..
Tujh Se Rishta Hai Aise Jaise, Hath Or Duaa Kar!
Sath Agar Doge Mukurayenge Jarur
Pyaar Agar Dil Se Karoge To Nibhayenge Jarur
Raah Mein Kitne Kante Kyu Na Ho
Aawaz Agar Dil Se Doge Aayenge Jarur
Waris
Tumhara Hamaara Rista To,
Aankh Aur Palko Jaisa Hai,
Agar Palak Kuchh Der Na Jhapke,
To Aankh Ro Deti Hai,
Aur Agar Aankh Mein Kuchh Chala Jaaye,
To Palak Tadap Udhti Hai…
~^~ Hamaari galtiyo ko bhulate rehna
Ki zindagi bhar dosti nibhte rehna
Agar hum na chal sake aapke saath
To aap hi kadam se kadam milate rehna.<<<*>>>>.