Aao jhukke salam kare unko jinke,
Hisse mein ye mukam aata hai,
Khushnasib hota hai wo khun,
Jo desh ke kaam aata hai.
Jay hind Jay bharat
Happy Independence Day
In this day THINK of our PAST and try to BUILT better FUTURE for ALL of us..
IT IS A DUTY OF ALL OF US!!
i am proud to be an INDIAN
HAPPY INDEPENDENCE DAY :)
15 august aaya to tirange ka pic laga do..
friendship day aaya to friendship band ka photo laga do..
navratre aaye to mata ka pic lagao..
koi rape ho gaya kahi to black dot lagao..
bas profile pic hi change karte rehna khud ko mat change karna kabhi..
Haq Milta Nahi Liya Jata Hai..
Azadi Milti Nahi Cheeni Jati
Hai..
Naman Un Desh Premiyo Ko,
Jo Desh Ki Azadi Ki Jung Ke
Liye Jane Jate Hain..!
Happy Independence Day
Aao Desh Ka Sanmaan Kare,
Shahido Ki Shahidat Kare,
Ek Baar Fir Rastra Ki Kaman,
Hum Hindustani Apne Haaton Mein Dhare,
Aao Swantrata Diwas Ka Sanmaan Kare.
Happy Independence Day.
Azadi Ki Kabhi Shaam Na Hone Dege
Shahido Ki Kurbani Badnam Na Hone Dege
Bachi Hai Jo 1 Boond Bhi Lahu Ki Tab Tak
Bharat Ma Ka Anchal Nilam Na Hone Denge
Happy Independence Day.
Take a stand against evil, corruption & terrorism 4 we belong to India,
a nation of pride& we will thus say-"HINDU, MUSLIM, SIKH,
ISAI, SAB HAI BHAI BHAI."
god bless
jai hind!!