India – The land of Vedas, the remarkable works contain not only religious ideas for a perfect life, but also facts which science has proved true. Electricity, radium, electronics, airship, all were known to the seers who founded the Vedas.
-Wheeler Wilcox
संस्कार और संस्कृति की शान मिले ऐसे,
हिन्दू मुस्लिम और हिंदुस्तान मिले ऐसे
हम मिलजुल के रहे ऐसे की
मंदिर में अल्लाह और मस्जिद में राम मिले जैसे.
Happy Independence Day
Aao desh ka samman kare
shahido ki shahadat yaad kare
ek baar fir se rashtra ki kamaan..
Hum Hindustani apne haath dhare..
Aao.. Swantantra diwas kaa maan kare
Watan Hamara aise na chod paye koi…
Rishta Hamara aise na Tod paayekoi…
Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan…
Hindustan hamara hai hum hai iski shaan… ...
15 August ek aisa din jo hume humari azadi ki yaad dilata hai un deshbhakto ki yaad dilata hai jinhone is desh ke liye apna ghar, apni family, apni jindagi, apni jaan tak gavaa dee. I SOLUTE THEM.
"JAI HIND" HAPPY INDEPENDENCE DAY.
sahaz saral sa lagta hai,
hinsa galat sa lagta hai.
jina chahein to ahinsa apnale,
gandhi nehru ke aadarsho ko bachalo,
satyata ka shringar is jahan me saja do, mahapurusho ke aadarsh vakyo ko har mukh me sajado,
jo bahre hai unke kano ko sunado, bahaduro ke balidano ko na bhulao,
apni sanso ko tez fulalo,
soye huye jawano ko jagado,
sab miljul kar teeranga lahra do, hamara desh aazad hai yeh sabko bata do,
teeranga lehra do, teeranga lehra do.
Khusnaseeb Hote Hain Wo Log,
Jo Is Desh Pe Kurban Hote
Hain, Jaan Deke Wo Log Amar
Ho Jate Hain, Hum Karte Hain
Salam Un Desh Premiyo Ko,
Jinke Karan Is Tringe Ke Maan
Hote Hain. Happy Independence Day
Carried with care, coated with pride,
Dipped in love, fly in glory,
Moments of freedom in shade of joy.
Proud to be an Indian..
Happy Independence Day.
Shohrat na ata karna maula, daulat na ata karna maula bas itna ata karna chahe jannat na ata karna maula shammae watan ki lau par jab kurban patanga ho hothon par ganga ho, haathon me tiranga ho bas ek sada hi goonje sada barfeeli mast hawaon main bas ek sada hi uthe sada jalte tapte sahraaon main jeete ji iska maan rakhe, markar maryaada yaad rahe hum rahe kabhi na rahe magar, iski saj dhaj aabad rahe godhara na ho, gujrat na ho, insaan na nanga ho hoton par ganga ho, haaton main tiranga ho