पप्पू (मोबाइल पर): भाई, कॉलेज में लड़ाई हो गयी है। जल्दी से गाड़ी में लड़के भर के पहुँच।
बंटी: भाई, अपनी गाड़ी ODD नम्बर की है और आज EVEN नम्बर का दिन है। चुपचाप मार खा ले।
18 Saal Ho Gaye Pr,
Abhi Tak 2 Cheeze Bilkul Nhi Badli !
.
.
Parle-G Biscuit Wala ladka abhi tak bada nahi...
or
MDH masala wala Buddha ab tak mara ni..!
Maine pucha chand se ki dekha hai kahi mere yar sa hasin...!!
Chand ne kaha..
Ek to mai tere baap ka naukar nahi..
Aur itne upar se kuch dikhta b nai...!
Aur to aur mere pas durbin bhi nahi..!
Pee Hai CIGARATTE Har Dukan Se. Lagani Padti Hai Pahle Har Kam Se. Hum Gujjre Hai Kuch Is Mukam Se. Ki MOHABBAT Si Ho Gayi Hai GOLD FLAKE Ke Naam Se!!!:relaxed::relaxed::relaxed:
Ladki patane ka tarika
Chupke se usko piche jakar pakad lo
Agar hasi to samjho FASI
&
Agar gussa huyi to zor zor se chillao
.
.
“DIDI DAR GAYI”
“DIDI DAR GAYI”
Ek Ladki Interview Dene Gai Boss : Batao Wo Konsi Cheez Hai jisk 2 tyres Hote Hain...?? . Ladki : Bike:motorcycle: ! . Boss: Nahi, HOnda Bike ChAlo Ek aur Sawal, Wo Konsi Cheez Hai Jis k 4 Tyres Hote Hain...?? . Ladki : Car:blue_car: ! . Boss : Nhi, Toyota Car . . Ladki: Chal Ub Tu Mere Sawal Ka jawab de.! :@ . Wo Konsi Cheez Hai Jo Dikhne Me white Hai Aur Beech Mai Kaala Anda hai.....?? . Boss : Hehehe !! Ankh:eye:. . . Ladki : Nahi Saale, Teri MAA Ki Ankh Hahahahahah Thoko Like***:relaxed::relaxed::relaxed:
Sharab Sareer Ko Khatam Krti HaiSharab Samaj Ko Khatam Krti Hai,Aao Aaj Is Sharab Ko Khatam Krte Hain,Ek Bottle Tum Khtam Kro, Ek Bottle Hum Khatam Krte Hai..
Ek baar Pappu nadi me nahane
gya . . .
fir achanak se wo pani me doobne
laga ,
tabhi use Ganesh ji bhagwan dikhe ..
Pappu ne kaha: bahgwan plz mujhe
bachao.
Par Ganesh ji dance karne lage ....
Pappu : bhagwan main doob rha
hoon
aur aap
dance kar rahe ho?
(Ganesh bhagwan b us din badi
masti
k mood me the )
Ganesh ji ne pappu se kaha:
Beta ganpati visharjan me tu bhi
bahut
naach rha tha :-Dinesh
Doctor Pagal Se: Tum Pagal Q Huey? Pagal: Maine 1 Vidhva Se Shadi Ki, Uski Jawan Beti Se Mere Baap Ne Shadi Ki Yu Meri Wo Beti Meri Maa Ban Gai Un K Ghar Beti Hui To Wo Meri Behn Hui Magar Main Uski Naani Ka Pati Tha Is Liye Wo Meri Nathn Hui. Isi Tarha Mera Beta Apni Daadi Ka Bhai Ban Gaya Or Main Apne Bete Ka Bhanja Aur Mera Baap Mera Damaad Ban Gaya:relaxed::relaxed::relaxed: Aur Mera Beta Apne Dada Ka Sala Ban Gaya Aur Dr: Abey Chup Kar Saale Kya Mujhe B Pagal Krega..?