Wada Humne Kiya Tha Nibhane KeLiye..!!!
Ek Dil Diya Tha Ek Dil Pane Ke Liye..!!!
Usne Hume Mahobbat Sikha Di OrKaha..!!!
Humne Tumse Mahobbat Ki Thi
Kisi Or Ko Jalane Ke Liye..
Santa (Banta Se)- Lofer aur Offer Me Kya Farq Hai?
Banta- Yadi Ladka Kisi Ladki Ko ILU Bole to Lofer....or....Yadi Ladki Kisi Ladke Ko ILU Bole to Offer! :D
SMS Bhi Bahut Kamal Ki Chiz H
20 Paglo Ko Karo
10 Padhte Hi Nhi
5 Delete Kar Dete H
4 Ka Inbox Full Hota H
Bas 1 Hi Pagal Pura
SMS Padhta H
Thank you yaar
Koi kahde ye mohabbat ke kharidaro se ....
Pyar woh shaye hai jo milti nahi bazaro se ....
Hum to pahle hi mohabbat me jale baithe hain ....
Kyun darate ho dahekte hue angaro se ....
Mobile Company Ke Kisi Brilliant Salesman ko Loose Motion Ho Jaye. . . Toh Wo Doctor Ko Kaise Batayega? . . . . . Doctor Saab Subah Se Unlimited outgoing Chal Rahi Hai, . Ander Se Nayi 2 Ringtone Sunai Deti Hai, . pet Me Balance Khatam Ho Gya Hai, . Thoda B Recharge Karta Hu To 5 Min Me Discharge Ho Jata Hai, . meharbani Karke Ye Scheme band Kar Doh:relaxed::relaxed::relaxed:
Hum Policewale Hai.
U r Under-Arrest!
Bcoz Jitne Pyare Aap Ho
Utna Pyara Hona Kanoonan Jurm Hai.
Isliye Apko Dil Ki Jail Me
Umrabhar Dosti Ki Saza Di Jati Hai!..
14 Saal Ka Ladka Apne Pados Ki Aunty Se Puchhta Hai,
Ladka: “Aunty, Ladkiyon Ko 12 Saal Ki Umar Mein Bachcha Hota Hai Kya?”
Aunty: “Nahi”
Ladka: “To Fir Apni Beti Ko Samjhao Na, Faltu Mein Condom Ka Kharcha Karwati Hai“ tongue.
क्या आपकी गर्लफ्रेंड के पास ये सब है सुलगता जिस्म नशीली आँखे थरथराते होंठ तो ; ; ; ; ; ; ; ; ; ; ; ; ज्यादा उत्साहित न हों क्यूंकि ये डेंगू के लक्षण हो सकते हैं, तुरंत उसका इलाज़ कराएं द्वारा जनहित में जारी
Zoo Mein Ek Sher Ne Santa Ko Maar-Maar Ke Zakhmi Kar Diya. Logo Ne Hairan Hokar Sher Se Puchha. “Arey Tum To Bade Sidhe-Sadhe Shareef The, Santa Ko Maar Maar Ke Kyu Zakhmi Kiya” Sher :lion_face:Gusse Se Bola: “Arey Sale Ne Dimag Kharab Kar Rakha Tha, Kitni Der Se Bole Jaa Raha Tha, Itni Badi Billi – Itni Badi Billi“:lion_face::lion_face::lion_face: