Ek chor Sardar jee k mobile ko lekar bhar raha
tha.
Sardar hasne laga
Banta : Wo tumhare mobile ko lekar bhag
raha hai aur tum hans rahe ho.
Sardar : Bhagne do, charger to mere paas
hai!
टीचर :- एक तरफ पैसा,
दुसरी तरफ अक्कल, क्या चुनोगे ?
विद्यार्थीः पैसा.
टीचर :- गलत,मै अक्कल
चुनती
विद्यार्थीः- आप सही कह रही हो मेडम,
जिसके पास जिस चीज की कमी होती है वो वही चुनता है ...............
दे थप्पड़ दे चपेट
दे थप्पड़ दे चपेट
टीचर ने उसे बहूत पिटा ....
Girl To Pappu (in college): Hey Guy! Where is the princepal office?
Santa: Pappu ye tujhe gay bol rahi hai.
Pappu (Style Me): Sorry, bakariyo se hamara princepal nahi milta. :D
Wo Almari Hi Kya Jisme Racknahi.. . Wah-wah . Wo Almari Hi Kya Jisme Racknahi.. . Wah-wah . Aur Wo Engginering Hi Kya Jisme Back Nhi..!! Djsumit:relaxed::relaxed::relaxed:
Father : Tumhare Result ka kya
hua.. ??
.
.
.
Son : Headmaster ka beta fail ho gaya...
.
.
.
Father : Aur tum.. ??
.
.
.
Son : Doctor ka beta bhi fail ho gaya...
.
.
.
Father : Aur tumhara result kaisa aaya.. ??
.
.
.
Son : Wo Lawyer Ka Beta Bhi Fail Ho gya...
.
.
Father : Kamine main tera pooch raha hoon...
.
.
.
.
.
Son : To tum kaun se RAJNIKANT ho.. ??
Tumhara Beta Bhi Fail Hai... :P -O :-D
1 Saasu maa Apne 3 Damado ka pyar dekhne k liye
dariya me kood gayi 1 damad ne bacha liya...
.
.
Saas ne use Car di 2nd day fir kudi
.
.
2nd damad ne bachaya, to bike mili..
.
.
3rd day fir kudi..
.
.
3rd damad ne socha"Cycle hi reh gayi hai, kya fayda" Aur saas doob gayi Agle din us damad ko Mercedes
mili
Kaise..???
.
.
.
.
Sasur ne di...:/ :p
Train me…
1Aadmi: Bhai is borey par baith jaun?
2nd: Nhi tarbuz foot jayenge.,
1st: Acha to isme tarbuz hai?
2nd: Nahi isme keel hai.. tarbuz to apke footenge =))
Arz Kiya Hai
Muskarana To Har Ladki Ki Adaa Hai.
Wah Wah.
Gor Farmaiye.
Muskarana To Har Ladki Ki Adaa Hai.
Use Jo Mohabbat Samjhe Wo Sabse Bada Gadha Hai.
Boy : Jan-e-man!
Totay howay dil se pyaar karogi
ya
dil tootnay tak pyaar karogi?
Girl : Kameenay!
Tuti hoi chappal say pitay ga
ya
chappal tootnay tak pitega.
Unko lagta h ki hum bewafa h
Dariya ke saath terne wali daal
Wo hum hai
Ghut k pav nahi hote
Hume ghutha khane valo..
Agar bharam k us ghut se
Vo hame hamesha yaad karti h to
Wo ghut hum hai...
I miss #heartblock
Jawani Ke Din Chamkile Ho Gaye..husn Ke Tiwar Nokile Ho Gaye...faisla Lene Me Ham Itne Dhile Ho Gaye.,ki Unke Haath Pile Ho Gaye.?:relaxed::relaxed::relaxed:
Kabhi milo humse Time nikal kar hum Aapko
Gol-Gappe
Tikki
Gulab-Jamun
Jalebi
Burgur
Samosa
puri
Anda
Aur
Coldrink
Se hone wale Nuksan ke baare me btayenge.
2 Studnts Cheating Karne Hi Wale The Ke Teachr Agya Or Pucha: Tum Se Peche Wale Larke Ne Abi Kya Pucha? Studnt: Sir Is Ne Pucha Japan Ka Capital Kya Hai. Teachr: Toh Tum Ne Bata Dya? Studnt: Nai Sir...Mene Isko Danta Tha K Abi To Tu Ne Muje Toka Hai Mgr Ab Na "TOKYO" ;) :P:relaxed::relaxed::relaxed: