Tu Kahe Na Kahe Teri Ankhe Sab Kuch Kehti Hai..
Tu Bole Na Bole Teri Har Baat Dil Tak Pauchti Hai..
Tu Chaahe Kitna Bhi Dur Jaane Ki Koshish Kar Le..
Par
Sach To Ye Hai Hum Dono Ek Dusre Ke Bina Nahi Reh Sakte Hain..!
Aap Paas Raho Ya Door..
Dilse Dil Ki Awaaz Mila Sakte Hain Hum..
Na Msg Na Telephone Ke Mohtaaz Hain Hum..
Sirf Ek Hichki Se Aapke Dil Ko Hila Sakte Hain Hum..
Jab zindgi samji to zindgi se dur the hum,
Marna chaha per jinko majbur the hum,
Har saza kabu ki humne sar jukakar,
Kasur itna tha ki bekasur the hum..
Kuch Waqt Pehle Muje B Zindagi Ne Azmaya Tha,
Kisi K Sath Maine B Hasta Hua Pal Bitaya Tha,
Rota Hua Chhod Gye To Kya Hua,
Hasna B To Usi Ne Sikhaya Tha..
Woh aam si shaam thi jab judaa huye hum Na toot ke pyaar kar sake na ro sake hum Woh bhi din the ke roz baat karte the Aur ek yeh din hai ke awaaz ko taras gaye hum..:(
Zindgi se jo lamha mile use chura lo,
Zindgi pyar bhare palo se apni saja lo,
Zindgi u hi guzar jayegi aaram se,
Bas kabhi khud hanso kabhi rote hue ko hasa lo.
Jabse Tumhe Apna Dilbar Maana Hai..
Pyar Kya Hota Hai Ye Aapse Jaana Hai..
Ankho Se Neend Udi Dil Ka Chain Khoo Gaya..
Aap Hi Aap Ho Mujhme Samaaye..
Ye Humne Maana Hai..!
Hoon To Khafa Us Se
Per Janay Phir B Kiyn...
.
Na Chaah Kar Bhi Us Ko Chahna Acha Lagta Hai...
.
Haqeeqat Se Hoon Dhoor..
Ye Mujh Ko Hai Pata...
.
Per Jaan K Anjaan Rehna Acha Lagta Hai...
.
Qaayel Nahi Main Ronay Ki Phir B Kabhi Kabhi...
.
Tanhai Main Kuch Dair Rona Acha Lagta Hai...
.
Tu Mera Tha
Tu Mera Hai
Tu Mera Rahay Ga...
.
Kuch Pal Is Khawab Mein Khona Acha Lagta Hai...
Love hurts when u breakup with some 1.
Hurts even more when some 1 breaks up with u
But love hurts the most when the person,
you love has no idea how u feel.