Hum tu tere dil ki mehfil sajany aay the
Tere kasam tujhy apna banany aay the
Kis baat ki saza di tune hum ko bewafa
Hum tu tere dard ko apna banany aay the.
Zindgi Ka Har Raz Tanhayi Me Pa Liya
Jis Ka Bi Ghum Mila Apna Bna Liya
Ghum Hmara Sunne Ko Jb Koi Na Mila
To Rakha Aaina Samne Aur Khud Ko Hi Suna Liya.
Pyar Wo Hame Bepana Kar Gaye,
Fir Zindagi Mein Hamko Tanha Kar Gaye..
Chahat Thi Unke Ishq Mein Fanna Hone Ki,
Par Woh Lout Kar Aane Ko Bi Mana Kar Gaye.
Zindgi ek chahat ka silsila hai,
ko? k?s? se mil jata ha? to ko? kis? se bichad jata hai,
jise hum mangten hai apni dua may,
wo kis? ko bina mange mil jata hai
Saat saat rhne ka unse WADA chaha tha...
Main ne usay ZINDAGI se zayada chaha tha...
DUA ki the K wo mera Saya ban k rhe..
Unhe CHORNE ka kb irada chaha tha...
Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se,
jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se,
saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum,
unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se.
Zindagi ki raah mein aage chalte jana har pal,
Mud ke na dekh beete hue pal
Jo nahin tha tera tujhe nahin mila,
Jo milgaya uske sath guzaar apna har pal..
Jaane kya hai dil ke andar jo chupke se toot raha hai,
Ek meherbaan ka haath jaise hathon se chooth raha hai……
Ankhon mein ashkon ka samandar h
lagta hai jaise koi patta shaakhon se toot raha h
Ashkon ko Meri Aankhon mein rehne ki aadatsi ho gayi hai
Ab toh Jaise Ishq hi mujh se rooth raha h
kuchh farmane ki gustakhi kya mai bhi kar sakta hoon
ek masoom jazbat mera bhi zuban se foot raha h
Pal bhar ka pyaar aur barson ka intezaar
jaise koi apna hi apne ghar ko loot raha hai