Dard ko jaaan sake aisa koi insaan nahi mila hume is dunia se,
jo humne pura na kia ho aisa koi armaan nahi mila hume is dunia se,
saath de sakte the unki khusi ka unki mahfil me hum,
unki mahfil ka bhi waqt tha tab jab hume jaana tha is dunia se.
dard-e-dil kisi ko hum btayanahe Karte
zakhm-e-dil kisi ko hum dikhaya nahi karte
Gila shikwa kisi se hum kiya nahe karte
Naam us ka hum liya nahe kart
Lamha Lamha saanse khatam ho rahi hai,
Zndagi bhi maut ke pehlu mein so rahi hai,
Us Bewafa se na poocho meri maut ki wajah.
Woh toh bus zamaane ko dikhane ke liye ro rahi hai.
Wo raat dard or sitam ki raat ho hogi.
Jis din ruksat unki, BARAAT hogi.
ye soch kr.
AKSAR nind se uth jate he Ham..
Ki ghero ki baahon me unki saari kaaynaat HOGI.
Kya Gam Hai Kya Khusi Hai Maloom Nahi...
Kaun Apna Hai Kaun Begana Maloom Nahi...
Jiske Bina Ek Pal Nahi Guzarta...
Uske Bina Kaise Guzregi Zindagi Maloom Nahi...
Badal gayi raah lekin hum khoye nahi,
dard tha dil me par hum roye nahi,
koi nahi hamara jo puche humse,
jaag rahe ho kisi ke liye,
ya kisi ke liye soye nahi!
Kehte Hain Haatho Ki Lakeere Adhoori Ho To..
Kismat Me Mohabbat Nahi Hoti..
Par
Sach To Ye Hai Ki Haatho Me Ho Koi Pyara Haath..
To
Lakeero Ki Bhi Jarurat Nahi Hoti..!
Kabhi hum pe wo jan diya karte the,
Jo hum kehte the wo maan liya karte the,
Aaj pas se anjaan banke guzar gaye,
Jo dur se hume pehchan liya kerte the..!!
Kyu haste hai log rone
k bad
Jina padta hai Sab kuch khone k bad
Socha aaj sabko apna akhri salam bhej du
Kya pata kal meri subah na ho aaj sone k baad.
Jaane kya hai dil ke andar jo chupke se toot raha hai,
Ek meherbaan ka haath jaise hathon se chooth raha hai……
Ankhon mein ashkon ka samandar h
lagta hai jaise koi patta shaakhon se toot raha h
Ashkon ko Meri Aankhon mein rehne ki aadatsi ho gayi hai
Ab toh Jaise Ishq hi mujh se rooth raha h
kuchh farmane ki gustakhi kya mai bhi kar sakta hoon
ek masoom jazbat mera bhi zuban se foot raha h
Pal bhar ka pyaar aur barson ka intezaar
jaise koi apna hi apne ghar ko loot raha hai