dard-e-dil kisi ko hum btayanahe Karte
zakhm-e-dil kisi ko hum dikhaya nahi karte
Gila shikwa kisi se hum kiya nahe karte
Naam us ka hum liya nahe kart
Kitni Aasani Se Wo Thukra Gaye Muze,
Aansu Bana Ke Ankh Se Tapka Gaye Muze,
Kaisa Ye Pyar, Kaisa Fareb Tha,
Manzil Dikha k Jo Rah Se Bhatka Gaye Muze..?
Dil ke dard ko dil torne wale kya jana,
Pyar ki rasmo ke yeh zamane wale kya jane,
Hoti hai kitni takliff kabar ke niche,
Yeh upar se phool charane wale kya jane.
Ek Lamaha..
Wo Meri Chahat Ko Aajmate Rehe,
Gero Se Mil Kar Dil Ko Jalate Rehe.
Mout Ke Baad B Usko Reham N Aaya,
Lekar Phool Mere Pass Wali Kabar Per Chadhate Rehe.
Fareb Tha Hassi Me Aashiqui Samajh Baithe,
Maut Ko Hi Apni Zindagi Samajh Baithe,
Waqt Ka Majak Tha Ya Badnaseebi Hamari,
Unki Do Baaton Ko Chahat Samajh Baithe
Mat Puch Mere Sabr Ki Intha Kaha Tak Hai,
Tu Sitam Kar Teri Taqat Jaha Tak Hai,
Muje To Meri Wafaki Ummid Puri Hai,
Dekhna Ye Hai Ki Tu Bewafa Kaha Tak Hai.
Ulfat ke is mod pe aisa waqt aaya he.
zakhm dil ka juban ne sunaya he.
nahi roye the jo kabhi kanto ki chuban se
use aaj tumhre door ho jane ke ehsas ne rulaya he.