Karta Raha Fareb Koi Saadgi Ke Saath..
Itna Bada Majak Meri Zndgi Ke Saath..
Shayad Mili Saza Is Jurm Ki Mujhe..
Ho Gaya Tha Pyar Ek Ajnaabi Ke Saath..!
Samay Ne Jab Bhi Andhero Se Dosti Ki Hai
Jala Ke Apna Hi Ghar Hamne Roshni Ki Hai
Saboot Hai Mere Ghar Me Vo Kale Dhabbe
Jahan Kabhi Ujjalo Ne Khudkhushi Ki Hai.
Ek Lamaha..
Wo Meri Chahat Ko Aajmate Rehe,
Gero Se Mil Kar Dil Ko Jalate Rehe.
Mout Ke Baad B Usko Reham N Aaya,
Lekar Phool Mere Pass Wali Kabar Per Chadhate Rehe.
Majbooriya hamari wo jan na sake,
Guzarishe hamari wo maan na sake,
Kahte hai wo marne ke baad bhi yaad rakhege hamey,
Jo jite ji hame
"PÅHÇHAAÑ" na sakey..
Mom ki tarah pighalti ja rahi h zindagi,
Kyu es tarah hath se fisal rahi h zindagi
Hum tumhe pana chahte hain
Apne dil mein chupana chahte hain,
Per kyu unchahe sadmo se gujar rahi h zindagi,
Har pal dekhna chahti hai ye nigahe tumhe,
Taras rahi h ujalo me machalne ko zindagi,
Na jane kyu beet rahi h andhero me ye zindagi..
Tute Hue Glass Me Jaam Nhi Aata
Dil Tootta Hai To Aansu Bahar Nhi Aata
Dil Me Armaano Ko Rakh Liya Hai Maine
Ae Zaalim Kya Tujhe Mera Pyaar Kabhi Yaad Nhi Aata…
Mai Adat Hu Uski Wo Jarurat Hai Meri..
Mai Farmaish Hu Uski Wo Ibaadat Hai Meri..
Itni Asaani Se Kaise Nikaal Du Use Dilse..
Mai Khwaab Hu Uska Wo Haqiqat Hai Meri..!
Thak gaya main us ka intezar karty karty,
roye hazaar baar khud se takraar karty karty,
do lafz us ki zuban se na nikly aur,
toot gaya main aik tarfa pyar karty karty.
Barbad Kar Gaye Wo Zindagi Pyar K Naam Se..
Bewafai Mili Sirf Wafa K Naam Se..
Zakhm Hi Zakham Diye Us Ne
Dawa K Naam Se..
Asman Bhi Ro Para Meri Mohabat K Anjam Se..