Is Sms Ko Pory
Is Sms Ko Pory
Din K Baad Parhna
-
-
-
-
-
Ary Phir Parhy Ja Rahy Hooo
Ary Kaha Na Nahin Parhna..
Acha Chalo Parh Lo May Be I Ll Be
The 1st One To Say
!~!~ Very Very
*..**Happy Eid Mubarak*..**
Good luck Ramadan
Best
Leader – Allah
Guide – Quaran
Lyrics – Aazan
Loyality – Imaan
Request – Dua
Protection – Fitra
Oath – Kalma
Exercise – Namaaz
Self Control – Roza
So Good Luck 4 Ramazan
Suraj Ki Kirne, Taaron
Ki Bahaar.. Chand Ki
Chandni, Apno Ka Pyaar..
Har Ghadi Ho Khushaal..
Ussi Tarhan Mubarak Ho
Aapko Eid Ka Yeh Tyohaar!
"Eid Mubarak"
Hope Love and Laugher,
warmth, wishes, joy and
a bouquet of Eid wishes, jubilations,
become a part of your Eid and Your Life.
Have a Happy Eid Mubarak.
Eid ul adha is eid of sacrifice,
and commitment to Allahs orders,
May Allah bless us with the same in all circles of life,
and help all amongst us,
who are helpless,worried,
and waiting for his rehmat,
Ameen.Eid Mubarak.
A Eid k Chand !
kyun krta hay Tu Hum ko Pareshan,
Tujhay Dekhnay k Liye Bechain Hain Hum
a?r
Mufti Muneb ur Rehman
Tuje Dekh Nhi Patay
Poray Pakstan k
Insan,
Mgr kahan Say Dhond Letay Hain
Tujhay Sarhad K Kuch Pathan
“meri” hay Tmana
Is bar na Trpana,
Poray Pakistan Me hum ko ik Sath Nzr Aana
Koi itna Chahe Tumhe to batana,
Koi tumhara itna Naaz uthaaye to Batana,
EID MUBARAK to har koi Keh dega tumse,
Koi Hamari tarah kahe to batana.
EID MUBARAK
Mera sms
Chamke
Lihaza
Ma aaj or abhi
Tum se
Kahe deta hon
Nahi reh sakte
Tumse
Kahe bagher
Kya karon?
Waqt na sahi
Qabl-aZ-waqt sahi
Bolna to ha
Na
Ek din
Aj na sahi
Kuch din bad sahi
Kya pata us
Waqt
Balance ho
Na ho
Tumhain sms parhne ka
Waqt ho
Na ho
To plz
Apne jazbat ko
Qaaboo
Rakho
Or
Suno!
Tumhain
1
2
3
4
5
Din pehle hi
In advance
<<=EID=>>
MUBARAK.
Ek farishta pukarta hai,
Ki aye namazi agar tu dekh le
Ki tere samne kaun hai aur,
Tu kisse baat kar raha hai,
To ALLAH KI QASAM tu QAYAMAT tak,
NAMAZ khatm na karega..
Shiraza Hua Millat-E-Marhoom Ka Abtar
Ab Tu Hi Bata Tera Musalmaan Kidhar Jaye
Wo Lazzat-E-Aashoob Nahi Behr-E-Arab Mai
Posheeda Hai Jo Mujh Mai Wo Tufan Kidhar Jaye
Is Raaz Ko Ab Faash Kar Aey Rooh-E-Muhammad (S.A.W)
Aayat-E-Ilaahi Ka Nigehbaan Kidhar Jaye