Aye Khuda Aaj To Rehem Kar De,
Mere Dost Aaj Nhi Reh Payenge,
Lagwa De Kisi Ladki Ke Haatho Inhe Rang,
Ye Kamine Pure Saal Nhi Nahayenge....Happy Holi,:)
May God gift you all the colors of life;
colors of joy,
colors of happiness,
colors of friendship,
olors of love and all the other colors,
you want to paint your life with.
Happy Holi!
Rango se tann mann bhigati hai Pichkaari se rang barsaati hai Bhabhi, saali se rang dalwaati hai Holi aati gale lagati hai Aakar sab ko rango se nahelati hai Mang me umang jivan me josh bhar jati hai…
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
Radha Ke Rang Aur Kanhaiyya Ki Pichkari, Pyaar Ke Rang Se Rang Do Duniya Saari, Yeh Rang Na Jaane Koyi Majhab Na Boli, Mubarak Ho Aapko Khushiyo Bhari Holi
Jis Boli Me Methaash Na Ho Boli Kis Kaam Ki Jis Rangoli Se Dil Me Rang Na Ubhre Wo Rangoli Kis Kaam Ki Aur Saal Me Ek Baar Aane Waala Parw Hai Holi In 5 Din Me Agar Apne Frends,Pritam,Aur Anpne Chahnewaalo Ke Saath Na Kheli To Ye Holi Kis Kaam Ki......HaPpY HoLi......From:Kishor Upase B