Maakhan chorr hai aayo,
Yashomati Maiya ka nandlala,
Dharti pe bhagwan ka avataar hai aoyo,
Harne Kans jaise papi ko
Karne kalyan Dharti maa ka..
Sheshnaag ki chatra mein wo hai aayo
Banke Kanha makhan chorr hai aayo
Chandan Ki Khushboo Resham Ka Haar,
Sawan Ki Sugandh Aur Resham Ki Fuhaar,
Radha Ki Ummid Ko Kanhaiya Ka Pyaar ,
Mubarak Ho Aap Sabhi To Janmashtami Ka Tyohaar..!!
krishan ki mahima,krishan ka pyar,krishan me shradha,krishan se sansar,mubarak ho apko janmasthami ka tyohar..SHRI KRISHAN ki kripa aap par sada bani rahe..
May Lord Krishna come 2 your house and
take away all ur Makhan,
Mishri wid all ur worries and sorrows,
His blessings on u and ur family.
Happy Krishna Janmashtami..
Krishna ki kadmo par kadam badhaye chalo ,
Murli nahi hai to siti bajaye chalo ,
Radha to ghar wale dila hi denge ,
Tabtak gopiya pataye chalo ..!!
Wishing You A Happy And Blessed JANMASHTAMI ..!!
While the Rasa lila re-creates the flirtatious aspects of Krishnas youthful days; The Dahi Handi celebrate Gods playful and mischievous side. Happy Krishna Janmashtami!
Shri Krishna Govind Hare
Murare, He Nath Narayan,
Vasudeva, Tribhvan Ke
Swami, Sakha Humare,
He Nath Narayan Vasudeva,
Aapko Janamashtmi
Ki Hardik Shubhkamnaye