Radha ki bhakti,
murli ki mithas,
makhan ka swaad aur gopiyo ka raas,
sab milke banta hai janmastmi ka din khaas...... Happy janmastmi in advance swee2
badalo ko barsna hoga,
nadiyo ko aana hoga,
ham aapke darbar khade hai bhaiyo,
ham sab ko milke janmastmi ka tyohar manana hoga...jai shree gopala kar de kaam hataa de in beimano ki dharm sala.........
makhan churakar jisne khaya,bansi bajakr jisne nachaya,khusi manao uske janamdin ki,jisne duniya ko "PREM" ka path padhaya.wish u very good shri krishn hanamastami..
Pavitra parv aaj ka din hai
Liya janam hamare krishna ne
Jiske liye sarvatra brahmaand prassann hai
Jai kishan Jai Kishan
Jai gosh se vishva dhanya hai
Unke Guno Se Jivan Ko Sajaye,
Gita Ke Vicharo Ko Man Me Basaye,
Lana He Hame Krishna Ko Aur Bhi Apne Karib,
To Aao Apne Ghar Ko Hi Gokul Banaye..
Happy Janmashtmi.