Khushiyan or aapka
janam janam ka
sath ho
Har kisi ki juban per
aapki hasi ki baat ho
Jeewan mein kabhi
koi musibat aaye
bhi
To aapke sir per Maa
Durga ka hath ho
Jai Maa Durga
Happy Navratri.
Maa Durge, Maa Ambe, Maa Jagdambe, Maa Bhawani, Maa Sheetla, Maa Vaishnao, Maa Chandi, Mata Rani meri aur apki manokamna puri karey.. JAI MATA DI. Happy Navratri
Lal rang ki Chunri se Saja MAA ka Drbar,
Harshit Hua Man, Pulkit Hua Sansaar,
Nannhe-Nannhe Kadmo Se MAA Aaye Apke Dwaar,
Mubaarak Ho Apko NAVRATRI Ka Tyohar