Jai Maa Durge!
Jai Maa Ambe!
Jai Maa Jagdambe!
Jai Maa Bhawani!
Jai Maa Sheetla!
Jai Maa Vaishno!
Jai Maa Chandi!
Mata Rani meri aur apki manokamna puri karey
Jai Mata di!
Khushian ho overflow, masti kabhi na ho low, apnonka surur chaya rahe, Dil
me bhari maya rahe, shohrat ki ho bauchhar, aisa aaye aapke liye dandia ka
tyohar!
Sajaa darwar hai or ek jyoti jagmagayi hai
naseeb jagega un jagran karane walo ka
naseeb jagega jagran me aane walo ka
wo dekho mandir me meri maat muskarayi hai
HAPPY NAVRATRI
RAVAN ki Barsi aane wali hai Un ki YAD
me plz Ye SMS kam se kam kisi 1
RAAKSHAS ya 1 BHOOtni ko zaroor
SEND kare Maine apna Farz pura kr
dia JAI LANKESH
Lakshmi ka Hath ho,Saraswati ka Sath ho,Ganesh ka niwas ho,
aur maa durga ke ashirwad se Aapke jeevan mai prakash hi prakash ho...
‘HAPPY NAVRATRIââ‚
Maiya Hai Meri Sheronwali
Shan Hai Ma Ki Badi Nirali
Sacha Hai Ma Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Unche Parbat Bhawan Nirala
Bhawan Mein Dekho Singh Vishala
Saacha Hai Maa Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Happy Navrtri.
Ambe hai tu jagdambe kali,
Jay durge khappar wali!
Teri hi gun gawe bharati,
Woh maiya hum sab utare teri aarati!
Charan saran mein khande tumhari,
Le puja ke thali!
Barad hast sar par rakh do,
Maa sankat harne wali