Maa Durge, Maa Ambe, Maa Jagdambe, Maa Bhawani,
Maa Sheetla, Maa Vaishnao, Maa Chandi,
Mata Rani meri aur apki manokamna puri karey..
JAI MATA DI. Happy Navratri.
Saara Jahan Hain Jiski Sharan Me.
Naman Hain Us MAA Ke
Charan Me,
Hum hai us MAA Ke Charno Ki Dhul
Aao Mil Kar Chadaaye
Shrradha Ke **Phul**.
JAI MATA DI..
Happy Navratri.
partham durga sri sailputri, ditiya sri bramacharini, tritiya sri chandraghata, chaturth durga sri kumanda, pancham durga sri sakandmata, sastha sri kaatyayani, sapatam durga sri kaalratri, astam sri mahagauri navam sri sidhidaatri apko aur apke pariwar ko amast rupon se aasirvaad karein.
jitne bhi hai jaha pe, unhi ke lal hai sare,
unke hi isaro pe chalte, ye chand aur tare.
pal bhar ke liye hi sahi maa ko yaad kijiye,
hogi puri tamanna jara fariyad kijiye.
Subh Navratri
Maiya Hai Meri Sheronwali
Shan Hai Ma Ki Badi Nirali
Sacha Hai Ma Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Unche Parbat Bhawan Nirala
Bhawan Mein Dekho Singh Vishala
Saacha Hai Maa Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Happy Navrtri.
jai mata di
Lal Rang Ki Chunri Se Saja MAA
Ka Darbar.
Hrshit Hua Man Pulkit
Hua Sansar.
Nanhe-Nanhe Kadam Se MAA
Aage
Apke Dwar Mubark Ho Apko
NAVRATRI Ka Tyohar ...
JAI MATA DI
माता रानी वरदान ना देना हमें,
बस थोडा सा प्यार देना हमें,
तेरे चरणों में बीते ये जीवन सारा,
एक बस यही आशीर्वाद देना हमें।
आप सब को नवरात्रि की शुभ कामनायें!
Laal Rang Ki Chunari Se Saja Maa Ka Darbar,
Harshit Hua Man, Pulkit Hua Sansar,
Nanhe-Nanhe Kadmo Se, Maa Aaye Aapke Dwar...
Mubarak Ho Apko Navratri Ka Tyohar.
JAI MATA DI