Burai Par Acchai Ki Jeet!
Dusshera Lata Hai Ek Ummed.
Ravan Ki Tarah Hamare Dukhon Ka Ant Ho,
Ek Nai Shuruat Ho Ek Naye Savere Ka Saath
"HAPPY" "DUSSHERA"
Maiya Hai Meri Sheronwali
Shan Hai Ma Ki Badi Nirali
Sacha Hai Ma Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Unche Parbat Bhawan Nirala
Bhawan Mein Dekho Singh Vishala
Saacha Hai Maa Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Happy Navrtri.
jai mata di
In Aaakhon Se Sada
Maa Ko Dekhu, In Kano Se
Maa Ko Sunu, Ye Haath
Maa Ke Charno Ki Dhul
Ko Sada Chue, Ye Paaon
Sada Maa Ke Darbar Ko Hi
Jaye, Sada Maa Ka Beta
Bana Rahu. Maa Har Saal
Navratra Pe Milne Aaye.
Happy Navratri
May This Navratri Be
As Bright As Ever.
May This Navratri Bring Joy,
Health And Wealth To You.
May The Festival Of Lights
Brighten Up You And Your
Near And Dear Ones Lives.
Maa Durge,
Maa Ambe,
Maa Jagdambe,
Maa Bhawani,
Maa Sheetla,
Maa Vaishnao,
Maa Chandi,
Mata Rani meri aur apki manokamna puri karey..
JAI MATA DI sweet
Meri Hasi ka Hisab kaun karega,
Meri Galti ko Maaf kaun karega,
Ae Khuda mere sabhi Dosto ko Salamat rakhna...
Warna Navratri me "Lungi" Dance kaun karega...!!!
Khushiyan or aapka
janam janam ka
sath ho
Har kisi ki juban per
aapki hasi ki baat ho
Jeewan mein kabhi
koi musibat aaye
bhi
To aapke sir per Maa
Durga ka hath ho
Jai Maa Durga “
Happy Navratri
The most beautiful bleassing that I wish for you,
May the Worstday of your future be batter,
Than the bestday of your Past.
Happy Navratra dear all of you