ABCD aati hai kya..?
Agar aati bhi hogi to
Isi nahi aati hogi..
Kyon ki esi aaj tak
Aapko kisi ne nahi sikhai hogi...
A=Ambe
B=Bhawani
C=Chamunda
D=Durga
E=Ekrupi
F=Farsadharni
G=Gayatri
H=Hinglaaj
I=Indrani
J=Jagdamba
K=Kali
L=Laxmi
M=Mahamaya
N=Narayani
O=Omkarini
P=Padma
Q=Qatyayani
R=Ratnapriya
S=Shitla
T=Tripura Sundari
U=Uma
V=Vaishnavi
W=Warahi
Y=Yati
Z=Zyana
ABCD padhte jao..
JAY MATA DI kahte jao....!
Happy Navratri.
By-susil
Meri Hasi ka Hisab kaun karega,
Meri Galti ko Maaf kaun karega,
Ae Khuda mere sabhi Dosto ko Salamat rakhna...
Warna Navratri me "Lungi" Dance kaun karega...!!!
In aaakhon se sada Maa ko dekhu, In
kano se Maa ko sunu, Ye haath Maa
ke charno ki dhul ko sada chue, Ye
paaon sada Maa ke darbar ko hi jaye,
Sada maa ka beta bana rahu. Maa har
saal Navratra pe milne aaye. Happy
Navratri
Aapi shako to aapni dosti magu chu,
dil thi dil no sahkar magu chu,
fikar na karo dosti per jaan lutavi dais,
rokdo vyavhar che kya, udhar mangu chu…
HAPPY NAVRATRI
Fortunate is the one who has learned to Admire, but not to envy.
Good Wishes for a joyous Navratri and a Happy New Year with a plenty of Peace and Prosperity.
As the candlelight flame
Ur life may always be happy,
As the mountain high
U move without shy,
As sunshine creates morning glory
fragrance fills years as Flory,
All darkness is far away
As light is on its way.
Wishing U all a very Happy Vijaya Dashami
Maa Ki Araadhna Ka Ye Parv Hai Maa
Ke Nau Rupon Ki Bhakti Ka Parv
Hai Bigde Kaam Banaane Ka
Parv Hai Bhakti Ka Diya Dil Me
Jalaane Ka Parv Hai Happy Navratri!
Navratri-The season of love...This godness(Durga,Sarswati,mahakali) keeps you Happy And distroyed Your sorrow,This strenth keep away from Adhi,Vyadhi,And upadhi...Happy navratri
Lakshmi Ka Hath Ho, Saraswati
Ka Sath Ho, Ganesh Ka
Niwas Ho, Aur Maa Durga
Ke Ashirwad Se Aapke
Jeevan Mai Prakash Hi
Prakash Ho. Happy Navratri
By - ANIL