In aaakhon se sada Maa ko dekhu, In
kano se Maa ko sunu, Ye haath Maa
ke charno ki dhul ko sada chue, Ye
paaon sada Maa ke darbar ko hi jaye,
Sada maa ka beta bana rahu. Maa har
saal Navratra pe milne aaye. Happy
Navratri
Burai Par Acchai Ki Jeet!
Dusshera Lata Hai Ek Ummed.
Ravan Ki Tarah Hamare Dukhon Ka Ant Ho,
Ek Nai Shuruat Ho Ek Naye Savere Ka Saath
"HAPPY" "DUSSHERA"
Maa Ki Araadhna Ka Ye Parv Hai Maa
Ke Nau Rupon Ki Bhakti Ka Parv
Hai Bigde Kaam Banaane Ka
Parv Hai Bhakti Ka Diya Dil Me
Jalaane Ka Parv Hai Happy Navratri!
Navraat hai puja sankalp ki,
Atma-Shakti ki,
Kabhi na Haar manane wali Pravarti ki,
Nirasha me asha ki kiran ki..
Apnakar Navraat ko safal banaye,
Wish you Happy Navratri.
Khushiyan or aapka
janam janam ka
sath ho
Har kisi ki juban per
aapki hasi ki baat ho
Jeewan mein kabhi
koi musibat aaye
bhi
To aapke sir per Maa
Durga ka hath ho
Jai Maa Durga
Happy Navratri.
Saara Jahan Hain Jiski Sharan Me.
Naman Hain Us MAA Ke Charan Me,
Hum hai us MAA Ke Charno Ki Dhul,
Aao Mil Kar Chadaaye Shrradha Ke **Phul**.
JAI MATA DI
Meaning Of Navratra :
N – नवचेतना
A – अखंड ज्योति
V – विघन नाशक
R – राजराजेश्वरी
A – आनन्ददायी
T – त्रिकाल
द्रिष्टि
R – रक्षण करती
A – आनन्ददायी
नवरात्री
॥ जय माँ शक्ति ॥
Lal Rang Ki Chunri Se Saja MAA
Ka Darbar.
Hrshit Hua Man Pulkit
Hua Sansar.
Nanhe-Nanhe Kadam Se MAA
Aage
Apke Dwar Mubark Ho Apko
NAVRATRI Ka Tyohar ...
JAI MATA DI