May maa durga empower U &ur family with her nine
Swaroopa of name, fame,
Health, wealth, happiness,
Humanity, education, bhakti & shakti
HAPPY NAVRATRAS
Jai Maa Durge!
Jai Maa Ambe!
Jai Maa Jagdambe!
Jai Maa Bhawani!
Jai Maa Sheetla!
Jai Maa Vaishno!
Jai Maa Chandi!
Mata Rani meri aur apki manokamna puri
karey
Jai Mata di!
Laal Rang Ki Chunari Se Saja Maa Ka Darbar,
Harshit Hua Man, Pulkit Hua Sansar,
Nanhe-Nanhe Kadmo Se, Maa Aaye Aapke Dwar...
Mubarak Ho Apko Navratri Ka Tyohar.
JAI MATA DI
Khushian Ho Overflow, Masti Kabhi Na
Ho Low, Apnonka Surur Chaya Rahe, Dil
Me Bhari Maya Rahe, Shohrat Ki Ho
Bauchhar, Aisa Aaye Aapke Liye Dandia
Ka Tyohar!
Maiya Hai Meri Sheronwali
Shan Hai Ma Ki Badi Nirali
Sacha Hai Ma Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Unche Parbat Bhawan Nirala
Bhawan Mein Dekho Singh Vishala
Saacha Hai Maa Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Happy Navrtri.
Khushiyan or aapka
janam janam ka
sath ho
Har kisi ki juban per
aapki hasi ki baat ho
Jeewan mein kabhi
koi musibat aaye
bhi
To aapke sir per Maa
Durga ka hath ho
Jai Maa Durga
Happy Navratri.