Maa Durge, Maa Ambe, Maa Jagdambe, Maa Bhawani, Maa Sheetla, Maa Vaishnao, Maa Chandi, Mata Rani meri aur apki manokamna puri karey.. JAI MATA DI. Happy Navratri
Maiya Hai Meri Sheronwali
Shan Hai Ma Ki Badi Nirali
Sacha Hai Ma Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Unche Parbat Bhawan Nirala
Bhawan Mein Dekho Singh Vishala
Saacha Hai Maa Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Happy Navrtri.
jai mata di
Khushiyan or aapka
janam janam ka
sath ho
Har kisi ki juban per
aapki hasi ki baat ho
Jeewan mein kabhi
koi musibat aaye
bhi
To aapke sir per Maa
Durga ka hath ho
Jai Maa Durga
Happy Navratri.
Jitne bhi hai jaha pe, unhi ke lal hai sare,
unke hi isaro pe chalte, ye chand aur tare.
pal bhar ke liye hi sahi maa ko yaad kijiye,
hogi puri tamna jara phariyad kijiye.
Happy Navratri.
ChaNdaN Ki Khushbu
Resham Ka Haar,
SawaN ki SugaNdh
Barish Ni Fuhar,
Radha Ki Ummide
KaNhaiya Ka Pyar.,
Mubarak Ho Apko NAVARATRI Ka
Tyohar., HAPPY NAVARATRI.!
Khushiyan Or Aapka Janam Janam Ka
Sath Ho Har Kisi Ki Juban Per Aapki
Hasi Ki Baat Ho Jeewan Mein Kabhi
Koi Musibat Aaye Bhi To Aapke Sir Par
Maa Durga Ka Hath Ho Happy Navratri.
Durga Ashtami ke roop
mein
Kya mangu mein maa se
mujhe hai sab kuch mila
Arey khushkismat hoon
mein jo mujhe
Durga Ashtami ke roop
mein
Maa Durga ki aaradhna
krne ka moka mila
Saara Jahan Hain Jiski Sharan Me.
Naman Hain Us MAA Ke Charan Me,
Hum hai us MAA Ke Charno Ki Dhul,
Aao Mil Kar Chadaaye Shrradha Ke **Phul**.
JAI MATA DI