Wo yaaron ki mehfil,
wo muskurate pal,
dilse juda he apna bita hua kal.
Kbhi zindagi guzarti thi hasne hasane me,
aj waqt guzarta hai kagaz ke tukde kamane me..
A good msg about life...
Life ki har ek situation me hameshaa 2 raste hote hain
1. Bhaaaaag lo (run away)
ya fir
2. BHAAG lo (participate),
life is yours so think carefully
Main aisa MSG Hu Jise
Murkh Log Padhte
Hain
Nalayak Log Dusro Ko
Forward Karte Hain
Gadhe Delete Karte Hai aur Pagal Store Kar Lete Hai
Aap Kya Karne Wale
Hain...By-Waris
सोच का परिणाम एक वे लोग होते हैं, जो *कीचड़* में खिले हुए *कमल* की सुंदरता देखते हैं.! :v: दूसरे ऐसे लोग भी होते हैं, जो *सुंदर शीतल चाँद* में भी दाग* देखते हैं.! जीवन* में हमेशा प्रशंसक* बनन का प्रयत्न करें, *निंदक* नहीं.!
Manzil dur aur safar bahut hai
choti si zingi ki fikar bahut hai
maar daalti ae dunia kabki
magar MAA ki dua me asar bahut hai
agar aap apni maa se pyar karte hai to msg Like karo
dekhte hai kitne maa ko pyar karte hai
Kuchh adhuri khwahishon ka silsila hai zindagi,
Manzilon se ek musalsal fasala hai zindagi!
.
Mere darwaze pe dastak de ke chhup Jane ka khel,
Kab talak khelegi eh kya bachpana hai zindagi!
.
Tere afsane to mai sunta raha Hun baraha,
Naam kya tune kabhi mera suna hai zindagi!
.
Zinda Hun doston ki duaaon ke bawajud,
Roshan hai kitani tej hawaon is zindagi!
.
Apani tamam shokh adaaon ke bawajud,
Bahla saki na jee mera eek pal bhi zindagi!
.
Bojhil hai rat chand sitaron ke bawajud,
Suraj ke bawajud andhera hai zindagi!
.
Barbaad hamko hona tha barbad ham huye,
Duniya hai sari nek salahon is zindagi!
.
Kaatil the jitane mere sabhi ho gaye bari,
Aur chup khadi thi chasmdeed gawahon si zindagi!
Har sapneko apni saanso me rakho,
Har manzil ko apni baahon me rakho,
Har jeet aapki hai,
Bas apne lakshya ko apni nigahon me rakho..
Be confident abt urself for becoming a Winner!!!
A person who has a lot of anger inside,
Definately loves people more than anyone else.
Because if red color indicates anger,
Then remember it indicates love too?