• Categories
  • Life Saying SMS   454
  • Pal Pal se banta hai Ehasas, ehsas se banta hai Vishvas, vishvas se bante hai Rishte, aur rishte se banta hai koi Khas, Wishing a Diwali Jhakas. *JuSt FrOm SkR*
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • Jivan ma Melavanu ne Gumavanu Ghanu hoy che, . To evu Medavo jene Gumavano kadi Afsos Na thay, . ane evu Gumavo ke jene Melavano kdi Afsos Na thay..
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • EK Sacha Dil Sab Ke Paas Hota H Fir Kyu Nhi Sabpe Vishwas Hota H Insan Chahe Kitna Bhi Simple Ho Wo Kisi Na Kisi Ke Liye Jarur Khas Hota H
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • Kavita Hoy Ke Kalakruti, Pustak Hoy Ke Natak, Darek Sarjak Naam Potanu Aape 6, Pan MAA Jevu Sarjak Koi Nati, Santan Ne Janam Aape che Ne Naam PITA Nu Aape 6.
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • "Mushquilo Mein Bhag Jaana Asaan Hota Hai,

    har Pehlu Zindagi Ka Imtihaan Hota Hai,

    darnewalo Ko Kuch Nahi Milta Zindagi Mein,

    aur Ladne Wale Ke Kadmo Mein Jahaan Hota Hai."


  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • Wo yaaron ki mehfil, wo muskurate pal, dilse juda he apna bita hua kal. Kbhi zindagi guzarti thi hasne hasane me, aj waqt guzarta hai kagaz ke tukde kamane me..
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • पता नहीं :x: क्यूँ, Selfie :iphone: लेना मजबूरी सा :unamused: हो गया है, खुश दिखना :unamused:, खुश रहने :sweat_smile: से ज्यादा Important :pensive: सा हो :smirk: गया है.
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • Muskuraht Wo Hira He Jise Ap Bina Kharide Pehan Sakte He. Or Jb Tak Ye Hira Apke Pas H Apko Sundar Dikhne Ke Lie Kisi Or Chiz Ki Zarurt Nh.
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • Har kadam par khusion ka ahsas rakhna, gum ko bhulakar hasi ko sath rakhna. har kadam par naye mod dikhti hai zindagi, milegi manzil bus khud par vishvas rakhna.
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • Aaj Ki "Pyari_baat Agr tum kisiki jrurt ho to hmesa uske dil k krib rho aur apne hone ka ehsas dilao,wrna wqt use aapke bina jina sikha dega
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • The Real Fact: Zindgi Me Kabi Pyar Karne Ka Man Ho To Apne Dukh Se Pyar Krna! qki Duniya Ka Ye Dastur H Jise Jitna Chahoge Use Utna Hi Dur Paoge.
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • Life Ke 5 Sach ...! 1- Maan Ke Siwa Koi Wafadar Nahin Hota. 2- Gareeb Ka Koi Dost Nahin Hota. 3- Izzat Sirf Paise Ki Hai, Insaan Ki Nahin. 4- Log Aaj Bhi Achhi Soch Ko Nahin, Achhi Surat Ko Tarjeeh Dete Hai. 5- Sabse Zyada Dukh Wahi Saks Dega, Jo Aapke Dil Ke Qareeb Hoga.!!
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS
  • Life gives chance to meet sweet people so that life goes happening. Those people are our need But most probably they are our true friends.
  • 9 years ago



    Tags : Life Saying SMS