*इंसान अपना वो चेहरा तो* *खूब सजाता है जिस पर* *लोगों की नज़र होती है.* *मगर आत्मा को सजाने की* *कोशिश कोई नही करता* जिस पर परमात्मा की नजर होती हैं।.* *।। हरि ॐ ।।*
Main aisa MSG Hu Jise
Murkh Log Padhte
Hain
Nalayak Log Dusro Ko
Forward Karte Hain
Gadhe Delete Karte Hai aur Pagal Store Kar Lete Hai
Aap Kya Karne Wale
Hain...By-Waris
mat yakin kar in hatho ki lakiro par
mat yakin kar in hatho ki lakiro par..
Ye to sirf najar ke dhokhe h!
Are takdir to unki bhi hoti h jinke hath nahi hote.
Waqt kehta hai fir na aaunga,
Teri aankho ko ab na rulaunga
Jeena hai to is pal ko jee le,
Shayad mai kal na ruk paunga.
"So Enjoy Every Moment In Life"
Phir na simtegi agar zindagi bikhar jayegi.
Zindagi zulf nahi jo phir savar jayegi.
Jo khushi de tumko thamlo daman uska
zindagi ro k nahi hans k guzar jayegi.
Nice Lines By CHANAKYA-
You Are Born
Without Anything But You Die With Your Name...
So
"That Name Must
Not Be A Word
only,
It Must Be A
History....
Take care
Life Ke 5 Sach ...!
1- Maan Ke Siwa Koi Wafadar Nahin Hota.
2- Gareeb Ka Koi Dost Nahin Hota.
3- Izzat Sirf Paise Ki Hai, Insaan Ki Nahin.
4- Log Aaj Bhi Achhi Soch Ko Nahin,
Achhi Surat Ko Tarjeeh Dete Hai.
5- Sabse Zyada Dukh Wahi Saks Dega,
Jo Aapke Dil Ke Qareeb Hoga.!!