A Middle Class Boy Asks His High Clas GF..
If I Go Very Poor,Will U Accept Me..??
Girl Hugs Him & Says Iam Always With You
Boy:If A Rich Boy Proposes U??
Girl Kissed The Boy & Says Iam Sure That Would Be You :)
Pagal Panti Joke
Old Lady to Doctor:" Mujhe Gas ki problem
hai par achhi baat ye hai ki meri gas me na
Bad Bu aati hai na Awaaz..
.
.
Aap k clinic me bhi 20 baar gas chhod chuki
hu par kisi ko pata nahi chala..
.
.
.
Doctor: "Ye Dawa lijiye aur 1 weekbaad
aayiye"
.
(1 week baad)
Old Lady:" Aap ne mujhe kya dawa de di.??
Meri gas me ab bhi aawaz nahi aarahi par
bahut Zehrili Badbu aa rahi hai."
.
Doctor:" Good. Aapki Naak theek ho gayi
hai
Ab hum aap k KAAN ka ilaaz krenge
Amazing Love Story:
A Kanjoos Boy Fell In Love
With Kanjoos Girl..
Girl: Jab Dad So Jyenge To Mai
Gali Me Sikka Fekungi,
Awaaz Sunke Tum Turant Andar Aa Jana.
Lekin Boy Sikka Fekne K 1
Ghante Baad Aaya.
Girl:itni Der Kyo Laga Di?;->
Boy: Wo Mai Sikka Dhund Rha Tha.
Girl- Pagal Wo To "Dhaaga Baandh"
K Feka Tha,
Wapas Khich Liya..:
Padhkar Tumhara Khat Mere Armaan Machal Gaye
Aisa Laga Ke Tum Gale Aake Lag Gaye..
Khat Padhke Hum Tumhara Sanam Jhoomte Rahe
Dilse Laga Laga Ke Use Choomte Rahe
Aayi Tumhari Yaad Bahut Raat Bhar Sanam
Ab Tumse Dur Rehke Nahi Ji Sakenge Hum..
Jazbat Dehki Dehki Hai Andaz Behki Behki
Tere Khyal Se Hai Meri Raat Mehki Mehki
Khat Me Tumhara Chehra Nazar A Gaya Hume
Andaz Sorry Kehne Ka Tadpa Gaya Hume..!
Mujhy Jeenay Ki Umeed Dobara Dey Do,
Meri Doobti Kashti Ko Kinara Dey Do,
Main Dard Ke Sahil Pey Tanha Khara Hun,
Phir Aa Ke Apni Baahon Ka Sahara Dey Do,
Tera Daaman To Bhara Hay Sitaron Say,
Mujhy Sadqay Me Ek Sitara Dey Do,
Mery Aangan My Aj Andhera Ha Bohat,
Meri Dehleez Ko Phir Apna Nazara Dey Do,
Chand Lamhey Tujhey Dekhney Ki Hasrat Hey Bass,
Maine Kab Kaha Ke Waqt Apna Mujhey Sara Day Do.. ??
एक इश्क नगरी की वादी थी,
जहाँ प्यार की नदियाँ बहती थी,
कुछ दिल-वाले भी रहते थे,
जो प्यार की बातेँ करते थे,
जब बहार का मौसम आता था,
और फुल प्यार के खुलते थे,
मस्त-नशीली रोतो मेँ,
प्यार से दो दिल मिलते थे,
एक रोज वो बस्ती बिखर गयी,
और प्यार की बस्ती उजर गयी,
और फिर हर दिल को सौग लगा,
और जीवन भर का रोग लगा,
दीवाने फिरते रहते है,
और हर एक से पुछा करते है,
इकरार किसी से तुम ना करना,
तुम प्यार किसी से ना करना...!♥
Ek ladka tha deewaana sa ladki bi thi deewaani na jane kab shuru hui EK ANOKHI PREM KAHANI wo ladka uspe mar mita
wo ladki nhi mani wo bante bante rh gyi
ek anokhi prem kahani wo ladka sochta hi rh gaya
barbad hui sari jawani par us ladki ne NA bolne me kbhi haar nai mani wo ek tarfa pyar tha
ye jaan chuka tha wo
tabhi to shayad us ladki ko
rab maan chuka tha wo wo koshish karta raha
usne har na mani
lekin us ladki ne phir bi uski halat najani
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay,
Banaa banaa k tamanna mitayeejaati hay,
Tarah tarah say wafa aazmayeejaati hay,
Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin,
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay,
Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay
Hamari chiz hum hi say chupai jaati hay,
Saqi, Doori-e-manzil say naa-umid na hoo
Manzil ab bus aa hi jaati hay
1 story -kal mere g.f ka birthday tha aur oo mujhse gift me ring jahte the aur mai unse sadi karna chata tha aur kal subha mai ne unko gift me 1 mobile diaa per tab mere g.f ne usko fek diaa usne kaha mujko ring chaheye mobile nahi tab mai road per gya hum ko chort lag gaye aur mai ohe maar gya tab mere g.f aaye bole huye sumit usne mera gift v liye tha usme phoneme call aaya to usme ringtone tha "hey megha u have a poket my ring"tab mere g.f rone lage.
Djsumit
kisi ke kaam aae use insaan kehte hai..
paraya dard apnae use insan kehte hai..
kabhi dukh hai kabhi sukh hai.. isi ka naam jeevan hai...
jo mushkil se na ghabrae use insan kehte hai..
ye duniya ek uljhan hai, kahi dhoka kahi thokar..
koi has haske jeeta hai...koi jeeta hai ro rokar..
jo gir ke phir sambhal jae use insan kehte hai..
agr galti rulati hai, to raahe b dikhati hai...
insaan galti ka putla hai, jo aksar ho hijaati hai..
jo karle thik galti ko...use insan kehte hai..
Meri zindagi ki har khushi mein shaamil tum ho
Meri bandagi ki har ghadi mein shaamil tum ho
Maine jitni bhi duaayein maangi ab tak rab se
Meri unn sabhi duaaon ka ho hasil tum ho
Ik mauj hoon main aur mera sahil tum ho
Aur ik safar hoon main hoon, meri manzil tum ho
Ho maine jitni bhi duayen maangi ab tak rab se
Meri unn sabhi duaaon ka ho hasil tum ho.
Kisi shayar ne"Maut"ko
kya khoob kaha:
"Zindagi me do minute koi
mere
paas na baitha..
aaj sab mere paas baithe
ja rahe the..
koi tohfa na mila aaj tak
mujhe,
aaj phool hi phool diye ja
rahe the..
taras gye hum kisi ke
hath se diye
ek libaj ko,
aaj nye-nye kapde
odhaye ja rahe the..
Do kadam sath na chalne
ko tayar
tha koi,
aaj kafila banakar ja rahe
the..
Aaj pata chala
ke'MAUT'itni hasin hoti
hai,
Kambhakt"HUM"to yu hi
jiyeja rahe the...:))
By - santu maity
Baho m apke rehne ko man krta h,
paas rahu apke khyalo m kho jaane ko man krta h,
baho ka haar mile hamko zindgi m ab jee jaane ko man krta h,
tarse apke pyar k liye ab to inzar krne ko man krta h,
ab to hame dosti nibhane ko man krta h,
mehkate rahe apko har pal ab dil behlane ko man krta h,,,,
True love ki 8 nishaniya
1: aap unke sms baar baar padhte hai
2: aap unke samne aane se hichkichate hai
3: jab bhiaap unke baare me sochte ho to aapka dil or tezz dhadkta hai
4: aap muskurate hai jab aapunki aawaz sunte hai
6: aap unke liye kuch b kar sakte hai
7: ye post padhte waqt aapke dimag mai unka hi khayal hai
8: Aur aap unko sochne mai itna kho gaye ho ki aapko ye b nahi pata ki POINT NO. 5 missing hai
so u r in love
LOVE STORY.....
EK 14 SAAL K Ladke ko,...
10 Saal k Khubsurat ladki ki photo Raste me Mili,or us ladki ke liye pyaar dhire dhire badhane laga.wo us ladki se bahut pyar krne lga. Lekin woladka us ladki ko kbhi nhi dhund ska.
Kuchh saalo baad uski shadi ho gyi, 1 din uski
wife ne wo photo dekhi or pucha-"tumhe ye
photo kaha se mile.? Ladke ne kyu..."
Ladki ne kaha-"meri photo kho gyi thi jb me
10 saal ki thi
SACCHA PYAR KABHI BHI FAIL NAHI HOTA...
High Insult Must Read :D
Bf To Gf- Jaan Kal Tum
Mere SapneMe Aayi Thi
Nd You Were Looking Very Cute..;)
.
Gf- Khush hokar,hmm?? Sach Much ??
.
Bf- Haa Baba Sach Much
.
Gf- Jaan Hum Dono Kya kar Rae The ??
.
.
Bf- Main Cadbury Dairy Milk Kha Raha Tha
Main Akele Hi Kha Raha Tha Aur
Tm Bhukhi Bhikhari Ki Tarah
Keh Rahi Thi Ke Plz
Choclate Chahe Mat Dena
But Kam Se Kam WraPaper Toh De Dena
ChaaTne Ke LiYe :P :D :D xD
ab milne laga us ki mohabbat mein sukoon
Phir yun hua woh mera sath chhor gaya
Abhi bohat baki thi hasratein dil mein
Magar woh shakhs adhuri mulaqaat chhor gaya
Fakhra to yeh hai ke woh tha mera hamsafar kbhi
Dukh yeh hai ke beech raah mein woh mera hath chhor gaya
Bin us ke rehna ab azab sa lagta hai
Na jaane zindagi mein woh kaise jazbaat chhor gaya
Woh shakhs to chala gaya meri zindgi se
Magar aankhon mein meri aansuon ki barsaat chhor gaya
Ek tooti PREM kahani
Fark sirf itna sa hai
Uski barat gayi,
Iski mayat uthi.
Phool us par bhi the,
Phool is par bhi the.
Mehfil waha bhi thi,
Log yaha bhi the.Wo doli pe thi,
Yeh janaze pe tha.
Unka hasna waha,
Inka rona yaha.
Saheliya uski bhi thi,
Dost iske bhi the.
Qazi udhar bhi the,
Molvi Idar bhi the.
Wo saj k gayi,
Ise sajaya gaya.
Wo uth k gayi,
Ise uthaya gaya.
Fark sirf itna sa hai,
USE APNAYA GAYA AUR ISE DAFNAYA GAYA.
HEART TOUCHING STORY.
Ek Larki Janaza Dekh Kar.,
{Muskurany Lagi}
To.
Ek Buzurg Ne Kaha
Beti Jawan Mout Par Nahi Muskurate..??
Larki Ansu Ponch Kar Boli
Baba.
KYA KARU WADA KIYA THA
JAB BHI MILENGAY MUSKURA KAR MILENGAY.
14 saal ke ladke ko, 10 saal ki khubsurat ladki ki photo raste mein mili,
aur us ladke ko ladki se pyar ho gya.
uska us ladki k liye pyar dhire-2 badne lga.
wo us ladki se bhut pyar karne lga.
Lekin wo ladka us ladki ko kbi nahi pa ska.
Kuch saal bad.
Uski wife ne wo photo dekha aur pucha:
tumhe ye photo kha se mila?
ladke ne pucha kyun?
Ladki boli: meri photo kho gya thi jab mein 10 saal ki thi..
* Ramesh *