Ek bar ek ladka roj ek ladki ke ghar ke bahar jata or beath jata .ensa 1year tak chalta raha jab ladki ko laga ki ye mere se sachha pyar karta hea to ladki ne puchha tum yanha kyo khade rahte ho. To ladka bola bhan tumhare vai fai me passworld nahi tha to me use estmal karne aata hun.
Maa: Beta Ager Meri Ankhain
Kharab Ho jaye to tum kya karo ge?
Beta: Maa tumhain sheher le jaon
ga wahan ilaaz kerwaon ga.
Maa: Ager phir bhi theek na hui tou?
Beta: Maa main paisay kharch kerun ga
tumhain Bahir mulk le ja ker Ilaaz karwaon ga..
Maa hass padi..!!
Beta: Acha Maa ager meri Ankhain kharab ho
jayen to tum kya karogi?
Maa: Mere Lal, main tujhe apni ankhain de dungi..
No One is better than Mother!!
Search Terms for SMS & Shayari:
Ek ladka hai jo kehta hai ki use kabhi kisi se pyaar nhi ho sakt wo pyaar karne walo pe hasta hai wo har pyaar karne walo pe hasta hai
.
.
.
Ek din wo ladka kisi ko nhi dikha sab kehte hai ki ek ladki se wo pyaar karta hai par wo ladki kisi or se pyaar karti hai
.
.
.
Ek din wo ladki aati hai or us ladke kokehti hai tu kya pyaar karne walo pe hasta hai tu bhi kabhi roega
.
.
.
.
Ladka kehta hai ki me kabhi nhi hasa bas logo ko dikhane ke liye yaha chehr banaya hai
ek ladki thi diwani si,ek ladka tha diwana sa
wo ek duje pe marte the,chupke chupke chori chori ek duje se milte the.
achanak unki zindagi me tufana aaya sab tut gae wade kasme
ladke ne to sath diya sara gunah apne naam kiya
bhul gai ladki ki jisne sara gunah apne naam kiya
usne uske ek awaj par sabkuchh diya.bhul gai jo khai thi zindgi bhar rahne ki kasme wo khuda gawahi shadi ki rasme. Aaj wo tanha h bhulne ki koshish kar raha h par kaise bhule har pal wo aaj bhi sath h
'EK andhi ladki thi jise sabne thukraya...
siway uske dost ke, wo use bahut like karta tha...
ladki roz kehti thi agar me tumhedekh sakti
to tumhi se shadi karti 1din kisi ne
us ladki ko aankhen donate ki jab ladki ne
dost ko dekha to wo andha tha
dost ne pucha 'kya tum ab mujhse shadi karogi?
To ladki ne inkar kar diya...
ladka chupke se muskuraya, aur usko 1 letter
dekar uski life se chala gaya..
Usme likha tha.
"PLZ TAKE CARE OF MY EYES"
Sani>ek ladki ko love storyes likhna pasand tha
kajal>ek ladke ko story padhna pasand tha
sani>ladki sufi thi
kajal>ladka b sufi tha
sani>ladki ne ek din ladke ko leave kar diya or ladka bimar rehne lga
kajal>magar ladki ko ladke ki halat pta nhi thi
sani>or ladka mar gya ladki udas ho gayi or rone lagi
kajal>ladki ke sapne me ladka aaya or unki shadi ho gayi fir ladki kbi kisi se pyar na kar paayi.
Larrki: Ammi main shadi nahi karun gi or
agar zabardasti tum ny meri shadi ki to ghar sy bhag jaun gi
maa rote huwy boli beti mai ne bhag k
tere abba k sath shadi ki
teri khala or behen ny b bhag k shadi ki
tera bhai nokrani k sath
or
tera chacha dhoban k sath bahag gya
teri phopho sabzi waly k sath
or
couzin doodh waly k sath bhag gai
tera bap 2 bar parrosan k sath bhag chuka hai
ab tu b bhag jaye gi to..
.
.
.
.
.
.
Hamari kya izzat reh jaye gi
kuch khayal kar.
Ek Poet Gharibi Se Tang Aa Kar Daku Ban Gya.
Daketi Karne Ek Bank Gya Or Kaha
Arz Hai..
Handsup.
Taqdir Me Jo Hai Wohi Milega.
Koi Apni Jaga Se Nahi Hilega.
Fir Cashier Se Kaha.
Kuch Khwab Meri Aankho Se Nikal Do.
Jo Kuch B Tumhare Pas Hai Jaldi Se Is Bag Me Daal Do.
Bhot Koshish Karta Hu Teri Yad Bhulane Ki.
Koi Koshish Na Kare Police Ko Bulane Ki.
Bhula De Mujhko Kya Jata He Tera.
Me Goli Mar Dunga Jo Pichha Kare Koi Mera.
1 Ladki Ko Anguthi Chahiye Thi,Lekin Uske Boyfriend Ne Use Anguthi KBadle Me 1 Teddy Bear Dia.Gusse Me Ladki Ne Us Teddy Bear KoRoad Pe Fek Dia.Boyfriend Teddy Bear Lene Road Pe GayaLekin Tabi Peche Se Ek Car Ne Use TakkarMaar Dia Or Wo Ladka Wahi Mar Gaya.Uske Antim Sanskar K Din Us LadkiNeTeddy Bear Ko Zoor Se Gale Lagaya OrTab Teddy Bear K Andar Laga Hua Machine Bola.Kya Aap Mujse Shadi Karoge,Anguthi Mere Pocket Me He.
ApNe Is LaYak SaMjHa Ki ApKe SaTh Do KaDaM ChaL SaKe,
BhuL Se kBhi bhul ho JaYe esa KhuDa Na kre,
SaChe DoSt bankr HaMeSha Sath nibhayege E~DoSt,
taki ham or ap milke KuCh HaSeeN PaLO Ko Jee SaKe..
1 sweet story:
1 ladke ne marne ke 3 minute pehle 2 msg kiye..
1 GF. Ko and 1 dost ko..
Mein ja raha hu reply fast..
1st reply GF ka aya:
tum kahan ja rahe ho, i m busy bad me milenge. Ye sunkar use bahut dard hua..
2nd msg dost ka aya: abe kamine akele kaha ja
raha hai ruk mein bi ata hu..
Ye padkar wo ladka muskuraya aur bola aaj phir
pyar dosti se haar gaya.
फिर एक सिगरेट जला रहा हुँ
फिर एक तिली बुजा रहा हुँ
:
तेरी नजर मे ये एक गुनाह है
मै तो तेरी यादेँ भुला रहा हुँ
:
समझना मत इसको मेरी आदत
मै तो बस धुआँ ऊडा रहा हुँ
:
ये तेरी यादोँ के सिलसिले हैँ
मै तेरी यादे जला रहा हुँ
:
मै पीकर इतना बहक चुका हुँ
के गम के किस्से सुना रहा हुँ
और पिला रहा हुँ
:
है मेरी आँखेँ तो आज नम
मगर मै सबको हँसा रहा हुँ
:
खोकर अपनी जिन्दगी मेँ
अपने बे-तन्हा प्यार को भुला रहा हुँ
:
एक सिगरेट की शमां के बहाने
मै अपने आप को जला रहा हुँ!
Cute Story
A middle class boy asks His high class Girlfriend : "If i go very poor,will you Accept me?"
Girl hugs him and says I am always with you......
Boy: If a very rich boy Proposes you ?
Girl kissed the boy and says, "I am sure that would be you.."
3-aur shak ne uske pyar ko dhire
dhire
khaana shuru kar diya wo ladke k 1 min
late reply ko
bhi bewafai
kehne lagi
usne ye bhi na socha k ladka job
karta
hai, Fir bhi ladka pehle jaisa tha us’se
jyada
baat karne laga
dhire dhire ladki ko kisi aur se
pyar ho
gaya usne ladke ko block kar diya
ladke ka dil tut gaya
ek pyaar ka ghar tut gaya
ladka haar chuka tha
usne facebbok use karna band
kar diya wo ladki aaj bhi khush nahi hai
kisi k
sath aur us ladke ko dhundhti bhi hai
choti Si Dosti,
Anjaani Mulakaatein;
Pal Bhar Mein Khatam Hote Din,
Khayalon Mein Doobi Lambi Raatein;
Yahin Se Shuru Hota Hai Pyaar, Hai Na..??
`
Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do
Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do
Kyoun Badnaam Karte Ho Humara NaamLeke
Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do
`
Jiski Yaad Me Sare Jahan Ko Bhul Gaye
Suna Hai Aajkal Vo Humara Naam Tak Bhul Gaye
Kasam Khai Thi Jisne Sath Nibhane Ki Yaaro
Aaj Wo Humari Lash Par Aana Bhul Gaye
Station pe ek kuli se bahar jane ka rasta pucha
Kuli ne kaha: bahar ja kr puchho.
mene khud rasta dundh liya
Bahar ja kar taxi wale se pucha: bhai sahab, Lal kile ka kitna loge?
Jawab mila: bechna nahi hai… taxi chhor mene bus pakad li.
Conductor se puchha: Ji, kya me cigarette pi sakta?
Conductor (gusse se): Hargij nhi,yaha cigarette pina mana hai.
Mene kaha: Par wo janab to pi rhe hai?
Conductor: Usne mujhse puchha nhi hai.
Lal kile pahucha, hotel gya, manager se kaha:
Room chahiye 7vi manjil me.
Manager: Rehne k liye ya kud kar suicide karne k liye?
Hotel se nikla dost k ghar jane k liye
Raste me ek janab se pucha: janab ye sadak kaha jati hai?
Janab haskar bole:
pichle 20 saal se dekh raha hu, kahi nahi jati, yahi padi hai!
Yaad Nahi Woh Din Jab Tumse Baat Hui Thi,
Aur Humare Chehre Pe Muskan Chhayee Thi..
Ab Jo Dur Rehne Lagi Ho Tum,
Gam Ke Sagar Mein Poori Tarah Doob Gaye Hain Hum..
Pata Nahi Kab Humne Akhri Baar Hasa Tha,
Lekin Haan, Humare Dil Mein Bhi Khusiyon Ka Badal Barsa Tha..
Ab Yeh Badal Sirf Gam Barsaate Hain,
Har Pal Humein Rulate Hain..
Aye Jan-e-Man Ehsaan Kar Do Ek…
Humein Kabhi Na Bhulana,
Kuch Khawab Suhane Toot Gaye,
Kuch Yaar Purane Rooth Gaye...!!
Kuch Zakham Lage The Chehre Par,
Kuch Ander Se Hum Toot Gaye...!!
Kuch Hum The Tabiyat Ke Saada,
Kuch Log Begane Loot Gaye...!!
Kuch Apno Ne Badnaam Kiya,
Kuch Ban Afsane Jhoot Gaye...!!
Kuch Apni Shikasta Nao Thi,
Kuch Humse Kinaare Chhoot Gay
Ek ladke ne ek ladki ko propose kiya,
to ladki ne uske praposel ko thukra diya,
uska dost ye sab dekh raha tha,
or dusre us ladke se kahta he ki us ladki ne tumhare praposel ko thukra diya fir bhi tum udas kyu nahi ho?
Wo ladka kahta he,
me udas kyu rahu,
jabki mai janta hu ki maine use khoya he,
jo mujhse pyar nahi karti thi,
udas to use hona chahiye kyuki usne use kho diya jo usase sachhi muhabbat karta tha.