==> A cute love story <==
Boy - kya main tumhe pyara lagta hu
Girl - nahi
Boy - kya tum mere saat rehna chahti ho
Girl - nahi
Boy - Augar main mrr gya to tum rougi
Girl - nahi
Ladka bahut udaas ho gya usey bahut dukh huaa aur wo rone laga
Ladki - ne usey apne kareeb kiya Aur kaha tum pyare nahi Balki bahut khubsurat ho
Main tumhare shaat rehna nahi balki jeena chahti hun
Agar tumhe kuch ho gya to main roungi nahi mrr jaungi..
14 saal ke ladke ko, 10 saal ki khubsurat ladki ki photo raste mein mili,
aur us ladke ko ladki se pyar ho gya.
uska us ladki k liye pyar dhire-2 badne lga.
wo us ladki se bhut pyar karne lga.
Lekin wo ladka us ladki ko kbi nahi pa ska.
Kuch saal bad.
Uski wife ne wo photo dekha aur pucha:
tumhe ye photo kha se mila?
ladke ne pucha kyun?
Ladki boli: meri photo kho gya thi jab mein 10 saal ki thi.
एक लड़का अपनी
गर्लफ्रेंड से बहुत प्यार करता था...
एक दिन उसने अपनी गर्लफ्रेंड से कहा,
तुम मेरे बिना 1 दिन बिता के दिखाओ..
गर्लफ्रेंड ने अपने बाय्फ्रेंड के बिना
एक दिन बिताया ओर वो जीत गयी..
दूसरे दिन बड़ी ही खुशी से वो
अपने बाय्फ्रेंड से मिलने गयी..
पर वो मर चुका था
क्यूंकी उसे केंसर था,
और उसके पास एक ही दिन बचा था.
उसने लेटर मे लिखा था,
मुझे पता था, तुम यह कर लोगि...
और तुम्हे ऐसा रोज़ करना होगा,
मेरे लिए..
सिर्फ़ मेरे लिए...
बेबी लव यू सो सो मच...
HEART TOUCHING STORY.
Ek Larki Janaza Dekh Kar.,
{Muskurany Lagi}
To.
Ek Buzurg Ne Kaha
Beti Jawan Mout Par Nahi Muskurate..??
Larki Ansu Ponch Kar Boli
Baba.
KYA KARU WADA KIYA THA
JAB BHI MILENGAY MUSKURA KAR MILENGAY.
Sweet
Garibi page 2
.
Ladka ghar pe jata hai or bahut hi jada rota hai ladkae ke ghar wale puchhtie hai kya hua par ladka kuchh nhi kehta
.
.
.
.
Ladka. Ladki ko nhi dikhta. Ek din ladki. Ladke ke dost se puchhti hai ki kaha hai apka dost par ladke ka dost kuchh nhi bolta or chala jata hai
.
.
.
.
Ek saal ho jata hai. Ladki college me chali jati hai. Or ladki roj ladke ka eantjar karti par ladka nhi dikhta
.
.
.Ek din ladki
Baki hai
Ek ladke ne ek ladki ko propose kiya,
to ladki ne uske praposel ko thukra diya,
uska dost ye sab dekh raha tha,
or dusre us ladke se kahta he ki us ladki ne tumhare praposel ko thukra diya fir bhi tum udas kyu nahi ho?
Wo ladka kahta he,
me udas kyu rahu,
jabki mai janta hu ki maine use khoya he,
jo mujhse pyar nahi karti thi,
udas to use hona chahiye kyuki usne use kho diya jo usase sachhi muhabbat karta tha.
Sad story-Ek dal pr ek tota aur ek maina rhte the. Ek din maina ne tote se pucha- Tm mjhe chor to nhi doge?Tota - nhi.Ek din jor se tufan aya aur tote ne maina se kha - tum ud jao. " apna khayal rkhana khkr maina ud gai. Tufan thamne k bad us ped pr ja kr dekha . Tota mr chuka tha aur ek dal pr likha tha" agr vo ek bar bhi ye khati kh mai tumhare bina nhi jaugi to mai tufan ane se phle n mrta"
Dooriyon se farak nahi padta,
Baat to ddilon ke nazdikiyon se hoti hai,
Dosti aap jaise kuch khaas logon se hoti hai,
Warna mulaqat to na jaane roz kitne logon se hoti hai…
Chalo Tum Chor Do Mujh Ko Main Wapis Loot Jata Hoon!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Tumhain Manzil Mubarak Ho Nai Rahein Mubarak Hoon !♥ ♥ ♥ Magar Phir Ae Mere Humdum Mujhe Itna To Btla Do!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ K Wapis Kiss TarafJoun Kahan Se Sath Lai Thay!♥ ♥ ♥ !♥ ♥♥ Mujhe Itna To Smjha Do Agar Aisa Nahi Mumkin!♥ ♥ ♥ !♥ ♥ ♥ To Mujh Ko Is Trha Toro K Mai Yaksar Bikhar Joun!♥♥ ♥ !♥ ♥ ♥ Bhatakne Se To Behter Hai Tumhary Pass Mar Joun
Ik Saal Purana Qissa Hai
Ik Larka Tha Deewana Sa
Karta Tha Manmana Sa
Wo Shokh Shokh Chanchal Sa
Mehka Mehka Pagal Sa
Ik Roz Muhabbat Ker Betha
Or Ab K Sal Ka Qissa Hai
Ab Wo Mazi Ka Hissa Hai
Wo Pyaar Pe Jaan Ko Waar Gya
Or Apne Aap Ko Maar Gya
Sare Jag Se Jeet Gya
Bas Apne Aap Se Haar Gya
Kya soch kar usne mujhe phir pukara hoga.
Lagta hai aaj use bhi kisi ne rulaya hoga.
Jo kabhi dilon se khel jaya karta tha.
Uske dil se koi khel geya hoga.
Dil ka dard hota kya hai.
Aaj yeh tazurba usne bhi sikha hoga.
Me to mud bhi aata uske pass.
Agar apni khawahisho me use hame socha hoga.
Hame to aadat hai tutane ki.
Par wo yun tut ke phir jud na paya hoga.
Phir se bewafai kar jaye chahe mera sanam.
Par der ko hi sahi mera to paya hoga
Story
MAA : Beta Ager Meri Ankhain
Kharab Ho jaye to tum kya karo ge?
.
.
Beta : Maa tumhain sheher le jaon
ga wahan ilaaz kerwaon ga
.
MAA : Ager phir bhi theek na hui
tou? ... ...
.
Beta : Maa main paisay kharch
kerun ga tumhain Bahir mulk le ja
ker Ilaaz karwaon ga........
Maa hass padi :)
.
Beta : Acha Maa ager meri Ankhain kharab ho
jayen to tum
kya karogi?
.
.
MAA : Mere LaL, main tujhe apni
ankhe de dungi
Cute Story
A middle class boy asks His high class Girlfriend : "If i go very poor,will you Accept me?"
Girl hugs him and says I am always with you......
Boy: If a very rich boy Proposes you ?
Girl kissed the boy and says, "I am sure that would be you.."
Ek din gir k mere aansuone mujse kaha...
"Wjud kya h hmara tmhari njro me
Hr lmha tm uski yaad me hme khudse dur kr deti ho"
Jb ki wo hi tmhara apna nhi
Jiske liye tmne hme gira diya...
Ek Rajkumar Ko Shraap Mila Tha
Ki Wo Ek Saal Me Ek Word Hi Bol
Skta Tha.
To Wo 3 Saal Tk Kuch Nhi Bola
Aur....
Wo 3 Saal Tak Intjaar Karta Rha.
keval...
Ek Rajkumari Ko
I Love You
Bolne K Lie.
.
Jb Usne Ye Word Bole To
Rajkumari Ne Kaha...
.
.
.
.
.
.
Mai Sun Nhi Paai Plz Repeat Kro.!!
DEDICATED TO ALL BOYS
..
..
..
Ladke Pagal Ho Jaatey
Hain Pyar Me,
Baki Kasar Puri Ho Jaati Hai
Intezaar Me.......
..
..
..
..
..
..
..
Magar Ye Dard Ladkiya
Nahi
Samjhti,
Wo Toh Panipuri Khati
Firti Hain
Bazaar Me..
.
.
Or LADKE Pade Rehte
Hain BEER BAR Me............. .!!!!
choti Si Dosti,
Anjaani Mulakaatein;
Pal Bhar Mein Khatam Hote Din,
Khayalon Mein Doobi Lambi Raatein;
Yahin Se Shuru Hota Hai Pyaar, Hai Na..??
`
Anjaan Hai, Anjaan Hi Rahne Do
Kisi Ki Yaado Me Pal Pal Yun Hi Marne Do
Kyoun Badnaam Karte Ho Humara NaamLeke
Ab Toh Iss Naam Ko Benaam Hi Rahne Do
`
Jiski Yaad Me Sare Jahan Ko Bhul Gaye
Suna Hai Aajkal Vo Humara Naam Tak Bhul Gaye
Kasam Khai Thi Jisne Sath Nibhane Ki Yaaro
Aaj Wo Humari Lash Par Aana Bhul Gaye
Sani>ek ladki ko love storyes likhna pasand tha
kajal>ek ladke ko story padhna pasand tha
sani>ladki sufi thi
kajal>ladka b sufi tha
sani>ladki ne ek din ladke ko leave kar diya or ladka bimar rehne lga
kajal>magar ladki ko ladke ki halat pta nhi thi
sani>or ladka mar gya ladki udas ho gayi or rone lagi
kajal>ladki ke sapne me ladka aaya or unki shadi ho gayi fir ladki kbi kisi se pyar na kar paayi.
एक इश्क नगरी की वादी थी,
जहाँ प्यार की नदियाँ बहती थी,
कुछ दिल-वाले भी रहते थे,
जो प्यार की बातेँ करते थे,
जब बहार का मौसम आता था,
और फुल प्यार के खुलते थे,
मस्त-नशीली रोतो मेँ,
प्यार से दो दिल मिलते थे,
एक रोज वो बस्ती बिखर गयी,
और प्यार की बस्ती उजर गयी,
और फिर हर दिल को सौग लगा,
और जीवन भर का रोग लगा,
दीवाने फिरते रहते है,
और हर एक से पुछा करते है,
इकरार किसी से तुम ना करना,
तुम प्यार किसी से ना करना...!♥