I LOVED YOU YESTERDAY..
I LOVE YOU TO DAY..
I WILL LOVE YOU TOMOROW..
I LOVE YOU FOR EVER AND EVER DO YOU KNOW....?
AT THIS MOMENT I AM MISSING YOU TOO...
MY MIND IS NOT GOOD SO....
Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna,
Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna,
Kaante to phir bhi daman tham lete hain ,
Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna....
Maana Ke Aaj Hum Akele Reh Gaye..
Judaai Ke Ansoo Ankho Se Beh Gaye..
Roote Rahe Ki Koi Chup Karaega Hume..
Magar
Jo Chup Karaate Thay Wohi Roone Ko Keh Gaye..!
Hamari Ishq Ki Dukaan Hai..
Dosto Ishq Le Jaaya Karo..
Kabi Roona Nahi Hardam Muskuraaya Karo..
Hum Lete Nahi Paise Ishq Ke Badle..
Bas Apna Sara Gam Hume De Jaaya Karo..!
Zndgi Ka Pehla Pyar Kaun Bhulaata Hai..
Ye Pehli Baar Hota Hai..
Jab Koi Kisi Ko Khud Se Badhkar Chaahta Hai..
Uski Pasand Uski Khwaaish Me Khud Ko Bhool Jaata Hai..
Akele Me Uska Naam Likh Likh Mitaata Hai..
Baat Karne Se Pehle Sochta Hai Kya Kehna Hai..
Baat Hone Ke Baad Firbi Kuch Reh Jaata Hai..
Hota Hai Khubsurat Kitna Pehla Pyar..
Par
Na Jaane Kyu Aksar Adhoora Reh Jaata Hai..!
If I Get Ur Smile
I Dont Need Flowers..
If I Get Ur Voice
I Dont Need Music..
If U Speak To Me
I Dont Need Anybody Else..
If U Are "My"
I Dont Need The World..!
Tanhai Ka Ye Aalam Hai
Rone Ko Dil Karta Hai..
Ro Kar Thak Jate Hain
To Marne Ko Dil Karta Hai.
Lakin Mare Bhi To Kaise..
Koi Hai Jiske Liye
Jeene Ko Dil Karta Hai.
:couple:साथ :walking:चलने के लिए साथी चाहिए :sob: आंसू रोकने के लिए :innocent:मुस्कान चाहिए :heart: जिंदा रहने के लिए जिंदगी चाहिए और जिंदगी जीने के लिए :point_right::princess:आप चाहिए !!