• Categories
  • Miss You SMS   662
  • Sochenge Jab Kabhi Chahne Wali Ki Tarah, Yaad Ayenge Hum Tute Pegaimo Ki Tarah, Jab Bhi Tanha Andheron Me Dar Jaoyoge Tum, Meri Yaad Fel Jayegi Ujalon Ki Tarha.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • कितनी अजीब है मेरे अन्दर की तन्हाई भी.. # # # $ # हजारो अपने है मगर याद तुम ही आते हो...
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Nigaah Mein Base Ho Zara Khayal Karna, Agar Waqt Mil Jaye To Yaad Karna, Hame To Aadat Hai Aapko Yaad Karne Ki, Aapko Hichki Jo Aaye To Maaf Karna.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Chalti Hawa Se Aapka Haal Puch Lete Hain, Aapki Yaad Se Aapka Khyal Puch Lete Hain, Milenge Kb Ye Malum Nahi, Par Khuda Se Aksar Ye Sawal Puch Lete Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Majburiyo Ko Hum Ankho Me Chupa Lete Hai, Hum Kaha Rote Hai Halaat Rula Dete Hai, Hum To Har Pal Yaad Karte Hai Aapko, Par Aap Yaad Na Karne Ka Ilzam Laga Dete Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • दूरियों की ना परवाह कीजिये, दिल जब भी पुकारे बुला लीजिये, कहीं दूर नहीं हैं हम आपसे, बस अपनी पलकों को आँखों से मिला लीजिये|
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Unki Yaad Me Sab Kuch Bhulaye Baithe Hai, Chirag Khushion Ke Bulaye Nahi Baiithe Hai, Hum To Marenge Unki Baaho Mein Maut Se Ye Shart Lagaye Baithe Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yaad Rukti Nahi Rok Paane Se, Dil Maanta Nahi Kisi Ke Samjhane Se, Rook Jati Hai Dhadkane Aapko Bhool Jane Se, Isliye Aapko Yaad Karte Hai Jeene Ke Bahane Se.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Un Haseen palo ko yaad kar rahe the, Aasmaan se aapki baat kar rahe the, Sukun mila jab hume hawa o ne bataya, Aap bhi hame yaad kar rahe the.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Na Tum Dur Jana, Na Hm Dur Jayegy, Hm Apna Apna Wada Nibhaege, Bhot Acha Lgega Zindagi Ka Safar, Waha Tum Yaad Krna , Yaha Hm Muskurenge.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Beetay pal wapas la nahi sakte Sukhe phool wapas khila nahi sakte Kabhi kabhi lagta hai aap hamein bhul gaye par dil kehta hai k aap hamein bhula nai sakte.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • when i close my eyes before sleeping i watch u in the dark, When im sleeping i watch u in my dreams, When i open my eyes i found u before my eyes.. And then I start Missing u for all the Day...
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Dil Ki Halat Kisi Se Kahi Nahi Jati, Dil Ki Halat Ab Hum Se Sahi Nahi Jati, Tadapti Toh Hogi Woh Bhi Meri Tarah, Warna Yu Kisi Ki Yaad Har Pal Nahi Aati.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kabhi Ek Lamha Aisa Bhi Aata Hai, Jisme Beeta Hua Kal Nazar Aata Hai, Bas Yaaden Reh Jati Hai Yaad Karne Ke Liye, Aur Waqt Sab Kuch Lekar Guzar Jata Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kash Ye Dil Shishe ka bana hota, Chot Lagti to Beshak ye Fanah hota. .Par Sunte Jab Wo Aawaz iske Tutne ki, Tab Unhe b Apne Gunah ka Ehsaas hota...
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Door Hai Aapse Hame Kuch Gham Nahi, Door Reh Kar Bhi Bhulne Wale Ham Nahi, Roj Mulaqaat Na Ho Tu Kya Hua, Dosto, Aapki Yaadein Bhi Mulaqaat Se Kam Nahi.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Din Bhar Teri Yaad Kiya Karte Hai, Auro Se Bhi Teri Baat Kiya Karte Hai, Tera Chehra Basa Hai Humari Aankho Mein, Neend Hume Na Aaye Bas Yahi Fariyad Karte Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yado Ke Gahre Zakham Ajeeb Hote He, Apno Ke Saath Bitaye Lamhe Azeez Hote He, Sada Taza Rahti He Yaade Unki, Jo Nazaro Ke Nahi Dil Ke Kareeb Hote He.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Pta h ki MISS U kitna dard bhra word he? M- mushkil hota h I- Intjar karna S- sari jindagi S- sanse lena U- uske bina jise hm bahut chahte he :* I realy MissU
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • When Daylight Turns To A Darkened Hue, The Lovely Stars Hinting At You, Your Heart Beat Tells You Something True, That Someone Is Badly Missing You.
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS