-
Aapki yaadon ki mehak in hawaon mein hai
kuch apnapan sa in fizaon mein hai
khusiyan chume aapke kadam har dum
yehi sapna in nighaon mein hai.
10 years ago
Tags :
Miss You SMS
-
Ae mere sms mere dost k pas jana,
agar wo busy ho to shoor mut machana,
jub wo free ho jaye to dhere se muskurana,
Aur kehna
"I MISS YOU"
10 years ago
Tags :
Miss You SMS