• Categories
  • Miss You SMS   662
  • God gave u 2 legs to walk, 2 hands to hold, 2 ears to hear, 2 eyes to see. But why did he give u only 1 Heart? Probably bcoz he wants u to look for the other.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Har Subah Teri Muskurati Rahe, Har Shaam Teri Gungunaati Rahe, Meri Dua Hai Ki Tu Jis Se Bhi Mile, Har Milne Wale Ko Teri Yaad Satati Rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Door hi sahi, kinara to hai, timtimata hi sahi, sitara to hai.. Hojati hai tumhari yaad se hi tasalli¢â‚¬Â¦ tinka hi sahi.. Sahara to hai..
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Ek Tasveer Jo Khawabo Ko Saja Jati Hai, Kitne Soye Hue Jazbaat Ko Jaga Jati Hai, Aaj Bhi Unki Yaadein Akele Mein, Muskan Ban Kar Lab Par Khil Jati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Whenevr I miss u... I wont luk 4 u in my dreams... Or try to hear ur voice in ur msgs.. I jst put my rite hand across My chest nd i alwz feel u!
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • If you wanna know how much i miss you, try to catch rain drops. The one you catch is how much you miss me and the one you miss is how much I MISS YOU!
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kash Ye Dil Shishe ka bana hota, Chot Lagti to Beshak ye Fanah hota. .Par Sunte Jab Wo Aawaz iske Tutne ki, Tab Unhe b Apne Gunah ka Ehsaas hota...
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Roz Hota Hai Tarruff Teri Yaadon Se, Chalakta Hai Noor Tera Meri Aankho Se, Tadaf Raha Hu Main Yaha Ab Ye Aalam Hai, Aur Intezaar Hota Nahi Ab Meri Saanso Se.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • अजीब सा जहर है
    तेरी
    यादों मै,
    मरते मरते
    मुझे
    सारी ज़िन्दगी लगेगी !!
  • 9 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Aaj Zinda Hain To Kal Guzar Jayenge, Kon Jane Kab Bichar Jayenge, Naraz Na Hona Humari Shararton Se, Ye Hi To Wo Pal Hain Jo Kal Apko Yaad Ayenge
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Sochenge Jab Kabhi Chahne Wali Ki Tarah, Yaad Ayenge Hum Tute Pegaimo Ki Tarah, Jab Bhi Tanha Andheron Me Dar Jaoyoge Tum, Meri Yaad Fel Jayegi Ujalon Ki Tarha.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • कैसा सितम है आपका यह कि रोने भी नहीं देता; करीब आते नहीं और खुद से जुदा होने भी नहीं देता।
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • na wo sapna dekho jo toot jaye.. na wo haath thamo jo choot jaye... mat aane do kisi ko b itne kareeb k usk door jaane se aap rooth jaye...
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Bikhre risto ko koi roop dedo, khilte foolon ko thodi dhoop dedo, aapki yaad aayi to yaad kiya hamne, aap hamari yaad aane ka koi saboot dedo.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Aaj Bhigi Hai Palke Kisi Ki Yaad Me, Akash Bhi Simat Gaya H Apne Aap Me, Os Ki Bunde Aise Bikhri Hai Jameen Pe, Mano Chand Bhi Roya Ho Unki Yaad Me.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Jabse apko jaana he,jabse apko paaya he, Har dua me apka naam aaya he, Dil karta he puchu us rabse tune itna pyara yaar, kya sirf Mere liye he banaYa he.? I Mis U.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Bahane bana ke apse baat karte hai, har pal apko mehsus kiya karte hai, itni baar to aap saans bhi nahi lete honge, jitni baar hum apko yaad kiya karte hai
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kya Khoobsurat Apka Andaaz Hai, Ye Haqiqat Hai Ya Khawab Hai, Khush Nashibo Ke Paas Aap Rehte Ho, Humare Paas Bas Apki Yaad Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Bahut Waqt Beet Gaya N Tumse Mulaqat Hui, Yaad Hai Aaj Bhi Jo Tumse Aakhiri Baat Hui, Tere Hontho Ko Dekhkar Shama Gayi Sari Kaliya, Teri Julfo Ko Dekhkar Mehkati Hui Barsat Hui.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS