• Categories
  • Miss You SMS   662
  • Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi. Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi. Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mei Basi Rehti Hai. Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Mei Kho Jaati Hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kya Bataye Kaise Jeete Hain Hum Apki YadoMe Pal Pal Tadapte Hai Hum Kuch Nai Chahiye Hume Apke Siva Bas Apko Hi Duao Me Maanga Karte He Hum
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Yado se judkr yad aate ho ap, Yad aakr yad ban jate ho ap . Yaado hi yaado me hr jagah nazar aate ho ap, Kyu yado ko b yadgar ban jate ho aap.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Main To Chirag Hu Tere Aashiyane Ka, Kabhi Na Kabhi To Bujh Jaunga, Aaj Shikayat Hai Tujhe Mere Ujaale Se, Kal Andhere Me Bahut Yaad Aaunga..
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • A RAINDROP MAY LOOK TOO SMALL TO EYES BUT SOME WHERE A FLOWER AWAITS ITS FALLS..... A SMALL SMS MAY SEEM TOO SMALL TO YOU BUT SOME WHERE A HEART REMEMBERS YOU.... I MISS YOU.....
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Har Raat Koi Ek Dhoon Gungunati Hai, Har Phool Se Mehak Zarur Aati Hai, Apke Mann Mein Chahe Hamara Khayl Tak Na Ho, Par Hame To Har Waqt Aapki Yaad Aati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Missing you is my hobby,care for you is my job. make you happy is my dream pray for you is my duty and remembering you is my nature.... totally i miss you.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Itne Yakin Se To Hum Keh Nahi Sakte, Ki Aapko Yaad Rakh Paayenge, Par Itna Wada Jarrur Kar Sakte H, Zindagi Mai Aapko Kabhi Bhula Nahi Paayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • कितनी अजीब है मेरे अन्दर की तन्हाई भी.. # # # $ # हजारो अपने है मगर याद तुम ही आते हो...
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Unki Yaad M Ankhe Hmesa Nam Ho Jati Hai, Unki Yaad M Ankhe Hmesa Nam Ho Jati Hai, Ankhe Nam Ho Bhi Gayi Th Kya Hua, Ye Ankhe Bhi Unki Hai Or Aansu Bhi Unke Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Dil Ne Muje Deewana Bana Diya, Roya Na Thaa Kbhi Aapne Rula Diya, Maine To Har Waqt Yaad Kiya Hai Aapko, Lekin Aapne Yaad Krne Me Zamana Laga Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Zaruri nahi dosto me baat hoti rahe Zaruri nahi ki dosto me mulakat hoti rahe. Zaruri hai bas dost jaha bhi rahe Use hamari yaad aati rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • DiL Dhadkan k Bina Jism Rooh k Bina, INsAn Chahat k Bina Husan Tareef k Bina PhooL khushbo k Bina, Aur Hum Udaas Hai Aap k Bina.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kal Raat Mujhe Neend Nahi Aayi, Kal Raat Teri Yaad Nahi Aayi, Kya Kahe Tere Sitam Ki Had Ko, Mere Marne Ke Baad Bhi Tu Nahi Aayi.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Aaj Bhigi Hai Palke Kisi Ki Yaad Me, Akash Bhi Simat Gaya H Apne Aap Me, Os Ki Bunde Aise Bikhri Hai Jameen Pe, Mano Chand Bhi Roya Ho Unki Yaad Me.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kabhi Yaade Saanso Mein Reh Jaati Hain, Kabhi Saanse Dhadkan Mein Reh Jaati Hain, Kitna Musqil Hota Hai Kisi Ko Bhool Pana Jab, Uski Tasveer Aankho Me Bas Jaati Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Kisi Ko Jarurat Se Jada Yaad Mat Karna, Kisi Par Apne Anshu Barbad Mat Karna, Jo Mehsush Na Kar Sake Tumhare Pyaar Ko, Us Par Apni Puri Zindgai Barbad Mat Karna.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Har Baat Samjhane Ke Liye Nahi Hoti, Zindagi Aksar Kuch Paane Ke Liye Nahi Hoti, Yaad Aksar Aati Hai Aapki, Par Har Yaad Jatane Ke Liye Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS
  • Rona Padta Hai Ek Din Muskurane Ke Baad, Yaad Aate Hai Wo Hamsaya Door Jane Ke Baad, Dil Mei N Dard Hai Usi Shaqs Ke Liye, Jo Apna Na Ho Sake Itni Mohabbat Jatane Ke Baad.
  • 10 years ago



    Tags : Miss You SMS