Mehfil Jab Lagi Thi Yaaro Ki,
Mujhko Bhi Bulawa Aaya Tha,
Kaise ,Na Jate Hum ?…,
Unki Kasmein Dekar Jo Bulwaya Tha,
Jab Kehne Ko Kuch Kaha Gaya,
To Khayal Unka Hi Aaya Tha.
Fir Akshr-Akshr Jod K Maine,
Dil Ka Dard Sunaya Tha,
Tab Aansu Uski Yado K,
Na-Na Krte Nikal Gye,
Jo Samjhe Wo Khamosh Rahe,
Baaki Wah Wah Karte Nikal Gye.
Ujhadi Hui Dunyia Ko Tu Abaad Na Kar,
Beete Hue Lamho Ko Tu Ab Yaad Na Kar,
Ek Pinjre Mein Kaid Parinde Ne Yeh Kaha Humse,
Main Bhool Chuka Hu Udna Mujhe Azaad Na Kar.
God gave u 2 legs to walk,
2 hands to hold, 2 ears to hear, 2 eyes to see.
But why did he give u only 1 Heart?
Probably bcoz he wants u to look for the other.
Bhej kar ye sms humne aapko yaad kiya hai,
Phir na kehna nazar-andaz kiya hai.
Na shikwa na koi bahana hoga.
Is sms ki kasam aapko abhi k abhi muskurana hoga.
#पागल#:yum: Tu:woman_tone1: तो #SMILE#:blush: दे कर भुल:rolling_eyes: "जाती":comet: है...।:sparkles:"लेकिन":zzz: #हम#:boy_tone1: तो उसी:point_up_2_tone1:#SMILE#:blush: को #याद#:thinking: कर के जिया:kissing_heart: "करते" है...।:revolving_hearts:
Tum mera aaj ho, tum mera kal,
tujay yaad karthay hai har aik pal,
jee nahe paiyain gay teray bina hum,
teray bina reh jai gay adhuray hum....
I Miss you
Yaad na aaye wo tanhai kis kaam ki,
Bigde rishte na bane to khudai kis kaam ki,
Beshak apni manzil tak jana h,
Par jaha se Apne na,
Dikhe wo Uchai kis kaam ki.
Har yad me apki yad rehti he,
hamari aakho me apki talash rehti he,
kuch hamare liye B dua karna
suna he dosto ki dua me faristo ki awaj rehti he...
Dil se...
Kisi ki Yaad Sataye to kya Karen.
.
Kisi se Milne ko Dil chahy to Kya Karen.
.
Log kehte hain, Sapno main hoti hai Mulaqat.
.
Lekin Agar Neend he na aaye to kya Karen.
Bahane bahane se teri baat kiya karte h,
Har din har pal tujhe yaad kiya karte h,
Itni baar to aap saans b na lete honge..
Jitni bar hum aapko yaad kia karte h!
MiSs You
M: My Soul Needs You
I: Impossible to Live Without You
S: Scare Without You
S: Simply You are My Life
Y: You And Me Is The Same person O: Ofcoruse I LOve YOu ?
U: Unlimited Of Words Cant Describe
How Much I Needs You