Saari Duniya Ki Muskan Tere Paas Hai,
Yeh Zameen Aur Asman Tere Paas Hai,
Gam Na Karna Ki Tujhe Yaad Nahi Karte,
Aye Jaan Apni To Jaan Tere Hi Paas Hai.
Hi, I Know I Messed Up,
But Please Forgive Me!
I Should Of Though A Bit Longer
Before Doing Stupid Things.
I’m Sorry For That..
I Know I Can’t Turn Back Time, But I Really Want To.
Please, Call Me!
बड़ी मुश्किलों के बाद हमने उसे भुला दिया,
उसकी हर Yaad को दिल से मिटा दिया,
फिर एक दिन उसका SMS आया, लिखा था ‘भूल जाओ मुझे’
और भूला हुआ हर लम्हा Yaad दिला दिया.
Iss Kadar Humari Chahat Ka Imtihan Na Lijiye,
Kyu Ho Humse Khafa, Bayan To Kijiye,
Kar Dijiye Maaf Agar Ho Gayi Humse Khata,
Yu Yaad Na Karke Hume Saza Na Dijiye.
Teri Yaadon Ke Chiragon Ko Jalaya Har Shaam,
Teri Baato Ko Seene Se Lagaya Har Shaam,
Mangi Khuda Se Teri Khushi Ki Duayein Hazar,
Tanha Baith Ke Haatho Ko Uthaya Har Shaam.
Kyun Kisi Ki Khamoshi Mujhe Khamosh Kar Jaati Hai,
Kyun Kisi Ki Udhasi Mujhe Udhas Kar Jaati Hai,
Kya Rishta Hai Uska Mera Jo,
Mujhe Uski Yaad Har Pal Aa Jaati Hai.
Kabhi Khushi Se Khushi Ki Taraf Nahi Dekha,
Tumhare Baad Kisi Ki Taraf Nahi Dekha,
Ye Sochkar Ki Tera Intejar Lazim Hai,
Tamam Umra Ghadi Ki Taraf Nahi Dekha.....!
I miss u
Aapke haath mai Mobile hai.
Chehere pe khubh c Smile hai.
SMS ki Achhi khasi File hai.
Phir bhi SMS nahi karte.
Yaar, Yeh kaun sa Stupid Style hai?
I MISS YOU.
I heard a sound whispering your voice
But when i looked around to see who it was.
I noticed no one there!
Then i realized it was my heart
Telling that I MISS U.
Miss U Miss U Miss U.
Pehle Kabhi Yaado Me Tanhai Na Thi,
Kabhi Dil Pe Madhosi Chayi Na Thi,
Jaane Kya Asar Kar Gayi Aapki Baate,
Warna Iss Tarah Kabhi Yaad Kisi Ki Aayi Na Thi.
Apne Dil Ki Baat Hum Sirf Aapse Kehte Hai,
Bin Aapke Hum Bilkul Khush Nahi Rehte Hai,
Jab Kabhi Aati Hai Yaad Hume Aapki,
Hamari Aankhon Se Aansuo Ke Salab Behte Hai.
Apni Har Sans Mein Aabad Kiya Hai Tumko,
Aye Meri Jaan Bahut Yaad Kiya Hai Tumko,
Meri Jindagi Mein Tum Nahi To Kuch Bhi Nahi,
Apni Zindagi Se Badhkar Pyar Kiya Hai Tumko.
Mahobaat Ki Hawa Jism Ki Dawa Ban Gayi,
Doori Aapki Meri Chahat Ki Saza Ban Gayi,
Kaise Bhula Du Tujhko Aye Jaane-Sanam,
Tumhari Yaad Hi Mere Jeene Ki Wajah Ban Gayi.