Gheebat: Hadees Me Aata He Ki Us Shaks Se Maafi Mango Jis Ki Tumne Gheebat Ki Ho, Aur Ye Ek Aisa Gunah He Jis Ki Wajah Se Log Kaat Kaat Kar Jahanum Me Daale Jaye Ge... :grinning::grinning::grinning::grinning:
Rasool(sallallahu-alehy-wasallam) Ka Irshad Hai Ki Jis Ne Mere Tareeq-e-hayat Ko Pasand Kiya Is Ne Waqihi Muj Se Mohabbat Ki Aur Jis Ne Bhi Muj Se Mohabbat Ki Wo Mere Sath Jannat Me Hoga..
Mnmin K Liya To Jan-E-Hasti Hay Namaz, Iman Ki Aghosh Me Basti Hay Namaz, Milti Nahi Mehshar Me Kish Bhi Qeemat Par, O Zindagi Walon Parh Lo Abhi Namaz Qki Abhi Sasti Hay Namaz. :relaxed::relaxed::relaxed::relaxed:
Aaj Ka Suvichar : Jab Hamare Sarv Sambandh Ek Ishwar Pita Ke Sath Ho Jate Hai, Tab Hame Sabhi Prapartiya Sahaj Hi Prapt Ho Jati Hai.. "BRAHMA KUMARIS" :relaxed::relaxed::relaxed::relaxed:
6 HADEES:
1. Allah ki khushi baap ki khushi me he Allah ki narazgi baap ki narazgi me hai.
2. sood aur haram kamayi khaney wale ki dua qubool nhi hoti.
3. jis ne apni namazon ki fiqar chod di Allah ne uski fiqar chod di.
4. Jo shaks har waqt bawuzu rahega Allah uski rozi kushda farmayega.
5. har faraz namaz k baad ayat-ul-kursi padhney wale aur jannat k darmiyan sirf mout hai.
6. Allah us shaks ko abaad krta hai jo hadees sunkar dosro tak pohchaye.
Hazoor(sallallahu-alehy-wasallam) Ne Farmaya Musalmaan Ka Jhoota Banne Ke Liye Itna Hi Kaafi He Ki Wo Har Sunni Sunaye Baat Ko Ek Dosre Se Kehta Phire, Bila Tahqeeqat Afwahee Baato Ka Charcha Krna Momin K Liye Hargiz Zaiba Nhi.. :speaking_head::speaking_head::speaking_head::speaking_head:
This Navratri, may you be blessed with good fortune As long as Ganeshji’s trunk, Wealth and prosperity as big as his stomach, Happiness as sweet as his ladoos And may your trouble be as small as his mouse.
Soney ki chnd sunatein:
1. wuzu karke sona,
2. bistar jhad ke sona,
3. dahni karwat par sona,
4. sonai ki dua padhkar sona(ALLAHUMA-BISMIKA-AMUTU-WA-AHYA)
Allah K Rasool(sallallahu-alehy-wasalam) Ne Farmaya Ki Allah K Siwa Kissi Ki Kasam Khana B Shirk He Jaise(teri Kasam,bete Ki Kasam,kaaba Ki Kasam) Wagera. :clap_tone3::clap_tone3::clap_tone3:
Suvichar: Yad Rakhe Kisi Ke Marg Mai Agar Hum Vighan Dalte Hai To Hamare Marg Mai Bhi Vighan Apne Aap Create Ho Jate Hai jaisi Karni Vaisi Bharni :grinning::grinning::grinning: