Dhai Akshar Ka BHAGYA, Tin Akshar Ka NASIB Aur Sade Tin Akshar Ki KISMAT, Yeh Sab Chaar Akshar Ke MEHNAT Se Chhote Hain. OM SHANTI. :relaxed::relaxed::relaxed::relaxed:
Namaz Ki Fursat Na Mille To Kya Karoge, itni Mohlat Na Mille To Kya Karoge, roz Kahte Ho Kal Padhen Ge Namaz, kal Agar Sans Hi Na Rahi To Kya Karoge.. :rose::rose::rose::rose:
Allah K Rasool(sallallahu-alehy-wasalam) Ne Farmaya Ki Allah K Siwa Kissi Ki Kasam Khana B Shirk He Jaise(teri Kasam,bete Ki Kasam,kaaba Ki Kasam) Wagera. :clap_tone3::clap_tone3::clap_tone3:
Ek Pl Kiya Huva Gussa Aap Ka Pura Din Bigad Deta Hai.. To Bolo Kaisi Bhi Paristhiti Aayengi Muje Krodh Nahi Krna Hai.. Aisi Dradhta Krta Hu... :earth_africa::smile::smiley::slight_smile::earth_africa:
6 HADEES:
1. Allah ki khushi baap ki khushi me he Allah ki narazgi baap ki narazgi me hai.
2. sood aur haram kamayi khaney wale ki dua qubool nhi hoti.
3. jis ne apni namazon ki fiqar chod di Allah ne uski fiqar chod di.
4. Jo shaks har waqt bawuzu rahega Allah uski rozi kushda farmayega.
5. har faraz namaz k baad ayat-ul-kursi padhney wale aur jannat k darmiyan sirf mout hai.
6. Allah us shaks ko abaad krta hai jo hadees sunkar dosro tak pohchaye.
Hazoor(sallallahu-alehy-wasallam) Ne Farmaya Musalmaan Ka Jhoota Banne Ke Liye Itna Hi Kaafi He Ki Wo Har Sunni Sunaye Baat Ko Ek Dosre Se Kehta Phire, Bila Tahqeeqat Afwahee Baato Ka Charcha Krna Momin K Liye Hargiz Zaiba Nhi.. :speaking_head::speaking_head::speaking_head::speaking_head: