Rasool(sallallahu-alehy-wasallam) Ka Irshad Hai Ki Jis Ne Mere Tareeq-e-hayat Ko Pasand Kiya Is Ne Waqihi Muj Se Mohabbat Ki Aur Jis Ne Bhi Muj Se Mohabbat Ki Wo Mere Sath Jannat Me Hoga..
Namaz Ki Fursat Na Mille To Kya Karoge, itni Mohlat Na Mille To Kya Karoge, roz Kahte Ho Kal Padhen Ge Namaz, kal Agar Sans Hi Na Rahi To Kya Karoge.. :rose::rose::rose::rose:
Jholi Failaake Maanga Tha Khuda Se Unhe , Par Khuda Ne Meri Fariyaad Ko Suna Hi Nahi , Jab Poochi Khuda Se Iski Wajah, Khuda Ne Kaha, Kyun Chaahte Ho Usey Jo Tere Liye Bana Hi Nahi..??? :grinning::grinning::grinning:
Mnmin K Liya To Jan-E-Hasti Hay Namaz, Iman Ki Aghosh Me Basti Hay Namaz, Milti Nahi Mehshar Me Kish Bhi Qeemat Par, O Zindagi Walon Parh Lo Abhi Namaz Qki Abhi Sasti Hay Namaz. :relaxed::relaxed::relaxed::relaxed:
Ek Pl Kiya Huva Gussa Aap Ka Pura Din Bigad Deta Hai.. To Bolo Kaisi Bhi Paristhiti Aayengi Muje Krodh Nahi Krna Hai.. Aisi Dradhta Krta Hu... :earth_africa::smile::smiley::slight_smile::earth_africa:
Dhai Akshar Ka BHAGYA, Tin Akshar Ka NASIB Aur Sade Tin Akshar Ki KISMAT, Yeh Sab Chaar Akshar Ke MEHNAT Se Chhote Hain. OM SHANTI. :relaxed::relaxed::relaxed::relaxed:
Ae Logo Apne Us Palanhar(ALLAH) Ki Ibadat Karo Jisne Tumko Aur Tumse Pahle Ke Logo Ko Paida Kiya, taaki Tum Parhezgaar Ho Jao. :smiley::smiley::smiley::smiley:
Salaam Karne Ke 4 Faide, 1-Aaps Me Mohabbat Badhegi. 2-Ghar Me Barqut Hogi. 3-Har Salaam Ke Badle 30 Nekiyan. 4-Aakhirat Me Jannat Milegi....- :relaxed::relaxed::relaxed::relaxed:
Allah K Rasool(sallallahu-alehy-wasalam) Ne Farmaya Ki Allah K Siwa Kissi Ki Kasam Khana B Shirk He Jaise(teri Kasam,bete Ki Kasam,kaaba Ki Kasam) Wagera. :clap_tone3::clap_tone3::clap_tone3:
Gheebat: Hadees Me Aata He Ki Us Shaks Se Maafi Mango Jis Ki Tumne Gheebat Ki Ho, Aur Ye Ek Aisa Gunah He Jis Ki Wajah Se Log Kaat Kaat Kar Jahanum Me Daale Jaye Ge... :grinning::grinning::grinning::grinning:
Soney ki chnd sunatein:
1. wuzu karke sona,
2. bistar jhad ke sona,
3. dahni karwat par sona,
4. sonai ki dua padhkar sona(ALLAHUMA-BISMIKA-AMUTU-WA-AHYA)