Sardar teacher ne exam ke liye Que.Paper banaya..
Paper dekhte hi saare bachche behosh ho gaye.!
Que. the :
1. China kis Desh me he.?
2. 15 Aug kis Date ko Aati he.?
3. Green Rang kis Colour ka Hota he.?
4. Tamatar ko Hindi may kya Bolte he.?
5. Mumtaz ki Qabar main Kon Dafan he.?
Khan
A Sardar Prays Daily For 2 Hours
"Hey Vahey Guru Meri Lottery Lagade.
After 11 Yrs Vaheguru Angrily Appears &
Says
-Oey Uloo De Pathay Ticket To Le Le.
3 Sardar bike se ja rahe the trafic wale ne roka aur bola tumhe malum nhi 3 sawari chlana zurm hai? 1 sardar - hume malumhai isliye to 1 ko ghar chhodne jarahe hai .
Sardar k 12 bachon mein 1 alag dikhta tha:
Jab uski biwi marnay wali thi to Sardar ne poocha: Ab to bata do ye kis ka hai?
Sardarni: Sardarji, sirf yehi apka bacha hai.
Sardar 1 road se jati hoi larki ko ghor se dekh raha tha, larki ne usay hath se Lanat di,
Sardar dost se bola:
Set hogai yar, 5baje milne ka keh rahi ha
Sardar ko Mayyat Wale Ghar se mar pad gaye.
.
Wajah?
.
Log Mayyat k 4ro taraf Baraf Rakh k
Ro Rhe The.
.
Woh mayat ko Hila k Bola
.
O bhai Uth! dekh Baraf kharidne
Kitne Grahk aye hai
Srdar pandit Ko : ye tere Sir p Choti Q?
Pandit : Ye mera ANTENA he,
Isse muje IDEAS aate he
Sardar : Kamal he! Mere sir pe Dish Antena he,fir b kuch nahi aata.
Sardar: Shirt K Liye Kapda
Dikhaiyeh?
Salesman: Plain Me Dikau?
Sardar: Nai Helicopter Me Dikha
Saale Bandar Ki Aulad
Sardar Naam Pe Mazaak Udata Hai.!
sardar: Raat ko 1 admi ne Chaku dekha kar loot lia
.
Dost: Lekin tumhare pas tu hamaisha PISTOL hoti hai na
.
sardar: Wo mai ne chupa di warna wo bhi le jata
Ek sardar ko koi mobile pe tang kar raha tha,
Sardar ne new sim khareed kar usko sms kiya:
"MAINE WO NUMBER BAND KAR DIYA HAI
AB TERA BAAP BHI MUJHE TANG NAHI KAR SAKTA "
Captain:Naujawanon come forward.
Sardarji does not move.
Captain: You did not move forward, why?
Sardarji: oji you sair 9 jawanon,
I was the 10 in line!
Pagal
Sardar Ki Maa
Puttar Tujhay Yahan Se
Jalindhar Janay Mein 1 Din Laga
Aur
Wapas Aanay Mein 3 Din Wo B Naye
Car Se
Srdar : Maa Ye Car Bananay Wale Bhi
Pagal Hein Janay K Liay 4 Gear
Or Aanay Ke Liay Sirf 1 (Revers) Gear.