MUNNA BHAI: Aay circuit! baapu bolay to gandhi ji kapray Q nahi pehantay thay?
.
.
.
.
.CIRKET: Bhai bolay to bapu bhi us time k Salman khan thay !!! …
Aesh
Munnabhai : Ye Circuit !! Sala apun ke desh ko kaun chala rahela hai ? Circuit : Bhai….bole to apun ka desh to SMS chala rahela hai…. Munnabhai : Abe kya bak raha hai? Circuit : Bhai …sahi bola apun NE…SMS bole to … Sardar Manmohan Singh !!
Circuit- ” Bhai …. bole to bachpan
mein apun 20th Floor se gir gaya tha.”
Munna Bhai- “Aisa kya? To fir
bach gaya tha ya mar gaya tha?
Circuit- “Abhi jaane do na bhai itni purani baat…
Bole to ab apun ko jyada yaad nahin!!”
Bas kar yaar, mera pura inbox
full ho gaya hai tere sms se……….
.
.
.
.
.
Ye prayas hai mujhe SMS NA KARNE WALE LOGO K LIYE
“GANDHIGIRI” se samjhane ka tarika.
Munna Bhai: amrican rastrapati sala kaha rehta hai ?
Circut: Dhubighat pe .
Munna Bhai: Dhubighat bole to ?
Circut: bhai english me usko Washington kehte hai..
CIRCUIT- Bhai, who apnay bachpan ka dost aarehla
aaj raat ko dinner pe. Mera Sara chain collection apnay
kamray mein chupa do na please.
MUNNABHAI- Kyun tera dost chor hai kya?
CIRCUIT- Nahin Bhai, who apnay chain pechan lega.
Munna: Bolay to Apun ko tera
operation dobara karna paray ga.
Kyun k apun kay rubber k gloves
teray andar hi reh gaye hain.
Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do.
Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
PRINCIPAL: Agar koi ladka girls hostel mein gaya
toh first time 100 Rs fine,
2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500.
MUNNA BHAI: Boley to Monthly paas ka kya lega Mamu
Kya ray!
Aasmani kabutar!
Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai,
Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai,
Jaldi se 2-4 jhakas sms ka hafta bhej kanjoos?
Apka Pyara
Munna Bhai