EXam’s song by Munna bhai:
Chanda Mama so Gaye,
Student sarey jage.
Dekho pakdo yaron,
Ghadi ke kaante bhaage.
Ek pariksha khatam,to duji
shuru ho gayi MAAMU.
CIRCUIT- Bhai, who apnay bachpan ka dost aarehla
aaj raat ko dinner pe. Mera Sara chain collection apnay
kamray mein chupa do na please.
MUNNABHAI- Kyun tera dost chor hai kya?
CIRCUIT- Nahin Bhai, who apnay chain pechan lega.
CIRCUIT- Bhai, Bapu NE bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai.
Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega Bhai.
MUNNA BHAI- Aye Circuit, who Sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai.
CIRCUIT- Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko.
MUNNA BHAI- Par Circuit, abhi to TU bola kabhi jhoot nehin bolega.
CIRCUIT- Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.
Bas kar yaar, mera pura inbox
full ho gaya hai tere sms se……….
.
.
.
.
.
Ye prayas hai mujhe SMS NA KARNE WALE LOGO K LIYE
“GANDHIGIRI” se samjhane ka tarika.
Munna: Meray paas aik buri khabar hai, aur aik buhat hi buri khabar hai teray wastay.
Patient: Acha to pehlay buri khabar suna daal.
Munna: Apun k paas jo teri report pahunchi us mien likha tha k teray
paas sirf 24 ghantay hain zinda rehnay k liye.
Patient: Sirf 24 ghantay. is say buri khabar kya ho sakti hai.
Munna: (Jadu ki Japhhi Dalte Hoauy) Mien kal say teray tak pahunchnay ki koshish kar raha hoon.
LECTURER: Write a note on Gandhi Jayanti.
CIRCUIT WRITES: Gandhi was a great man,
but maa kasam i dont know who is Jayanti.
Koi locha-lafda hoga buddhe ka!
MUNNA BHAI: Aay circuit! baapu bolay to gandhi ji kapray Q nahi pehantay thay?
.
.
.
.
.CIRKET: Bhai bolay to bapu bhi us time k Salman khan thay !!! …
Aesh