Ab itni night ko apun tere ko
kisi film ki kahani sunane
k liye msg to karega nahin.
Common sense ki baat hai k
tere ko GUD Night bolney ka hai!
Chal ludak le..
Kya ray!
Aasmani kabutar!
Apun ko sms ka hafta nahi aarela hai,
Apun ko malum hai tere pass sms ka khazana padela hai,
Jaldi se 2-4 jhakas sms ka hafta bhej kanjoos?
Apka Pyara
Munna Bhai
Munna: Bolay to Apun ko tera
operation dobara karna paray ga.
Kyun k apun kay rubber k gloves
teray andar hi reh gaye hain.
Patient: Agar yeh baat hai to mujhay jaanay do.
Mien tumharay gloves ki payment kar doon ga.
Munna: Ae Circuit ye Dr. log opration se pehle
patient ko behosh kyun karte hai?
Circuit: Bhai! Bole to patient opration sikh gaya
to Dr. Logo ki to wat lag jayegi na.
Munna:
Abay Circuit! Jaa baajo walay ghar say Doctor ko bula k laa,
meri tabiat kharab ho reli hai.
Circuit: Aey Bhai ! aap to khud doctor ho.
Munna: Bolay to meri fees buhat zyada hai na.