Sab के hote हुए bhi तन्हाई milti है ,
यादों me भी gum की parchhai मिलती hai ,
Jitni भी dua करते hai किसी ko पाने ki ,
उतनी hi ज्यादा unse बेवफाई milti है !
♥••♥ Gham Se Begana Bana Deti Hai Chahat Us ki ♥••♥
♥••♥ Main Bhala Kaise Bhula Dun Yeh Inayat Us ki ♥••♥
♥••♥ Main Kabhi Khud Se Juda Usko Nahi Kar Paya ♥••♥
♥••♥ Meri Ek Umer Ka Haasil Hai Mohabbat Us ki ♥••♥
♥••♥ Koi Ja Kar To Zara Itna Bata Day Us ko ♥••♥
♥••♥ Mujh ko Usse Bhi Zayada Hai Zarurat Us ki ♥••♥
Ye Nahi Gam Ke Qasam Apni Bhulai Tum Ne
Gam Te Ye Hai Ke Raqeebon Se Nibhai Tum Ne
Koi Ranjish Thi Ager Tum Ko To Mujh Se Kehte
Baat Apas Ki Kiun Sab Ko Batai Tum Ne
aaj illm hua ki judaayi kya hoti hai,
gujhre hue lamhe ko paane ki khwaish kya hoti hai..
ae dosto har ek hasin pal ko samet kar rkh lena,
kaise bayan karu ki is bewafa waqt ki keemat kya hoti hai..
Baat umar bhar ki thi, Do pal ki nahin,
Baat sath ki thi, Halaat ki ki nahin,
Jahan ke mailay mein hath chor diya tu ne,
Baat zubaan ki thi, Kismat ki nahin..
Kismet se apni sabko shikayat kyu hoti h
Jo nhi mil sakta use pane ki chahat kyu hoti h
Kitne kante h in pyar ki rahon pe
Fir b usi pr chalne ki zarurat kyu hoti h
Nahi tha visva jb tujhe mere pyar par. Kyon kiya tha haan tune mere ikrar par. Jina tha tujhe jb kisi or ke sath. Na thamna chahiye tha tujhe mera haath
Kuch tum se mohabat aisi thi.
Hum batein karna bhool gaye!
Kuch or hi hum ne keh dala.
Jo kehna tha wo bhool gaye!
Hum ne to kaha tha lout aana.
Par tum to aana bhool gaye!
Huwi Rat, falak par tary thy.
Hum diya jalana bhool gaye!
Mein sahil par betha hi raha.
Tum kashti lana bhool gaye...!!
Mohabbat bewafai k siwa kuch bhi nahi,
Duniya gum k siwa kuch bhi nahi,
Unke paas hamare siwa sab kuch hai,
Hamare paas unke siwa kuch bhi nahi.........