• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • काश आपकी सूरत इतनी प्यारी ना होती और आपसे मुलाकात हमारी ना होती ! ना देखते सपनो मे तो इतनी बेकरार हालत हमारी ना होती !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Yaad Hai Mujhe Wo Tera Kareeb Anaa.!! Phir Mujhe Dheere Se Ye Keh Jana.. Kyo Karte Ho Itna Pyar. Aur Har Lamha Kyo Karte Ho Mera Hi Intezar.! Phir Mera Yun Keh Jana..! "Zindagi Se Apni Karta Hu Mai Pyar, Isliye Karta Hu Mai Har Lamha Tera Hi Intezar"..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aansoon Apne Aap Ghirte Hai, Ghiraya Nahi Jaatein, Yeh Raaz-E-Mohabbat Har Ek Ko Bataya Nahi Jaata, Agar Ehsaas Ho To Mohabbat Ko Kar Lo Mehsoos, Yeh Woh Jazbaa Hai Jo Lafzon Mein Samjhaya Nahi Jaata...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तुम मेरी खुशी बन जाओ, तुज मेरी हँसी बन जाओ, हमारी तो चाहत ही यही है तुम मेरी जिन्दगी मेरी जीने कि वजह बन जाओ.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Tumhari Hansi Ki Ek Jhalak Yaad Aati Hai, Zindgi Ki Har Sham Subah Ban Jati Hai, Jab Se Dekha Hai Tujhe Dil Ki Ankhon Se, Har Shakal Bas Teri Hi Nazar Aati Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Behis Hain Yahan Log Bhla Socha Ke Karna Is Door Main Logon Se Wafa Soch Ke Karna Gul Shakh Se Bichre To Kahin Ka Nahi Rehta Tum Zaat Meri Khud Se Juda Soch Ke Karna
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • mere bina wo bhi yu tanha ho jaye, jaise manzil ke bina zindagi bewazah ho jaye, khuda bhi kare uske sath mazak ho aisa , ke meri mout ke bad use mohabbat mujhse bepanah ho jaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • De do hMe tUm jiTnA ChaHo gAm,,, kaHo lAbJ AisE Ki aanKHe ho jayE Nam..... AajMAna h moHAbaT To de dO AISi kaSam,,,, kI tahaR jaYE zindaGi, baDe nA KadaM.......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Zindgi Me Itna Bhi Door Nahi Jana, Ki Hum Kabhi Aapse MiL Na Paaye, Hume Yu Hi Yaad Karte Rehna, Kahi Hum AapKe DiL Se Nikal Na Jaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aaj Tak Jo HUM TUM Se keh Na sake Aaj WAZAHAT SE IQRAR Kerte Hain Jisey Tum ROZ Dekhtey Ho AAINEY Mein Us Se HUM Be-panah PYAAR Kartey Hain. By - Silent love.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har mulaqat tumse adhuri si rahi Har khushi mein kuch kami si rahi Khwab kya dekha tumhare humne Neend ki aankho se dushmani si rahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aye Khuda Bandagi Meri Tu Qabool Kyu Nahi Karta.. Is Bedard Dunia Se Mere Dil Ko Door Kyu Nahi Karta.. Zaakhm Dena Agar Teri Marzi Hai.. To Harzana Meri Maut Se Wasool Kyu Nahi Karta..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Alfazon Ko Jhuth Na Samjhna, Yaad Aati Ho Bahut Milne Ki Dua Karna, Jee Raha Hoon Tumhara Naam Lekar, Mar Jaun To Bewafa Na Samajhna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Janam Mein Mile Mujhe Teri Chahat, Main Kal Bhi Teri Thi Or Teri Hi Rahungi Amaanat, Hum Door Door Ho Kar Bhi Paas Rahe, Hum Dono Mein Ho Hamesha Itni Mohabbat.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ajeeb lagti hai sham kabhi kabhi.. Zindagi lagti hai bejan kabhi kabhi.. Samajh mai aaye to humein bhi batana k.. Kyun kerti hain yaadein preshaan kabhi kabhi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Aye Ajnabi Na Jane Kyu Aapse Baat Karna Acha Lagta Hai, Na Jane Kyu Aapse Pyar Karne Ka Mann Karta Hai, Shayed Dil Ko Aapse Pyar Ho Gaya Hai Par, Na Jane Kyu Izhar Karne Se Darr Lagta Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mat kar pyar mujhse ae ajnabi, Sab jaante hai main jmane mein Badnaam hu. Tere samne to jindagi padi hai gujarne ke liye, Magar main to likh kar mitaya huwa ek naam hu…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek teere nazar hume ghayal kar gayi... Uski adayain hume uska kayal kar gayi... Hum dhund rahe ush haseen nazneen ko... Jiski ek jhalak humko pyar main pagal kar gayi... -Abhi panwar
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS