सिर्फ मोहब्बत को पाना ही मोहब्बत
नहीं होती,
कभी तुम भी कर लेते ऐतबार तो ये दुरी न
होती,
माफ़ कर देना गलतियों को मेरे,
तुम्हे चोट पोहचे ऐसी कभी मेरी तमन्ना
नहीं होती.
Behis Hain Yahan Log Bhla Socha Ke Karna
Is Door Main Logon Se Wafa Soch Ke Karna
Gul Shakh Se Bichre To Kahin Ka Nahi Rehta
Tum Zaat Meri Khud Se Juda Soch Ke Karna
Doob Jaati Hain Kashtiyan Jab Aate Hain
Tufaan,
Yaaden Rah Jaati Hain Bichad Jaate Hain
Insaan..
Yaad Rakhoge To Bahut Kareeb
Paoge, Bhul Jaoge To Bahut Maar
Khaoge.
Log Kehte Hain Har Rishta
Nibhana Mushkil Hai, Dilme
Jo Bas Jaye Use Bhulana
Mushkil Hai, Hum Kehte Hain
Pyar To Sirf Ek Ehsaas Hota
Hai, Par Us Ehsaas Ke Saath
Zndgi Guzarna Mushkil Hai!
Husn Pariyo Ka Aur Roop Chand Ka Churaya Hoga
Khoobsurat Phoolo Se Hoto Ko Sajaya Hoga
Zulf Bhikre To Ghatao Ko Aaye Pasina
Badi Fursat Se Rab Ne Tereko Banaya Hoga
Aapki Girlfriend Jab Bhi,
Aapko Koi Romantic SMS Kare,
To Ye Mat Sochiye Ki,
Kitna Romantic Hai,
Balke Ye Sochiye Ke,
Uske Paas Ye SMS Aaya Kha Se,
"JAAGO AASHIQ JAAGO"
Dil Dharakta Hai Tuje Dekhu To..
Saans Bhi Meri Rukne Lagti Hai..
Pyar Itna Hai Mere Dilme Tere Liye Sanam..
Ki
Rooh Bhi Meri Khinchne Lagti Hai..
Chain Milta Hai Jab Mai Dekhu Tuje..
Warna Ye Ankhe Tarasne Lagti Hai..!
Teri Ulfat Ko Kabi Nakam Na
Hone Denge Teri Mohabat Ko
Kabi Badnam Na Hone Denge
Meri Zindgi Me Suraj Chade Na
Chade Par Teri Zindgi Me
Kabi Sham Na Hone Denge.
Pyar Hai Tujhse Ye Mai Janta Hun....
Juban Mai La Nahi Shakta, Ye Mai Janta Hun....
Ankho Mai Chalakta Hai Pyar, Ye Mai Janta Hun....
Tu Hai Mera Khush Nashib, Ye Mai Janta Hun....
Paar Mai Tera Frnd Hi Rehe Gaya Hun....
Tu Mere Liye Kuch Feel kar Ye Mai Khuda se Kahata Hun....
Hum Khwabo Me Tumse Mila Karte
Hai, Haste Hai Rote Hai Shikwa
Gila Karte Hai, Par Keh Nahi Pate
Hai Haqiqat Tumse, Aye Sanam
Hum Tumse Bahut Pyar Karte Hai!
Jo Rooungi To Palko Pe Nami
Reh Jayegi, Zindgi Bas
Naam Ki Zindgi Reh Jayegi,
Ye Nahi Ki Tum Bin Ji Na
Paungi Haan.. Magar
Zindgi Me Ek Kami Reh Jayegi!