Ek aas , ek ehsaas, meri soch or bas tum
Ek sawal, ek majaal, tumhara khayal or bas tum,
Ek baat, ek shaam, tumhara sath or bas tum
Ek dua, ek faryad, tumhari yaad or bas tum,
Mera junoon, mera sukoon bas tum or bas sirf tum.
कौन कहता है हम उसके बिना मर जायेंगे
हम तो दरिया है समंदर में उतर जायेंगे
वो तरस जायेंगे प्यार की एक बून्द के लिए
हम तो बादल है प्यार के किसी और पर बरस जायेंगे
Zindagi Khoobsurat Hai Isse PyaarKaro,
Har Raat Ki Nayi Subha Ka IntezaarKaro,
Wo Pal Bhi Aayega Jiska IntezaarAapko Hai,
Bas Rab Par Bharosa Aur Waqt ParAitbaar Karo.
Tujhe paane ki iss liye zidd nahi karte,
Kyu ki tujhe khone ko dil nahi karta,
Tu milta hai to isliye nazre nahi uthate
Ke phir nazre hataane ko dil nahi karta,
Khwabon mein isliye tujhko nahi sajate
Ke phir neend se jaagne ko dil nhi karta.
Pehli Mohabbat Thi Hamari Hum Jan Na Sake
Pyar Hota Hai Kya Hum Pehchan Na Sake
Humne Unhe Dilme Basaya Tha Is Kadar Ki
Chah Kar Bhi Unhe Apne Dilse Nikal Na Sake..!
Pyar Ek Geet Hai Jise Gungunate Hai Hum,
Pyar Ek Rishta Hai Jise Nibhate Hai Hum,
Pyar Ek Afsana Hai Jise Likhte Hai Hum,
Pyar Ek Khushboo Hai Jise Bikherte Hai Hum,
Pyar Ek Dard Hai Jise Harpal Sehte Hai Hum,
Akele Zindgi Nahi Kaati Ja Sakti Mere Yaara,
Isiliye
Bepanah Pyar Tumhe Karte Hai Hum.
Har Lamhe Ka Khayal Tujhse Hai;
Dhadkan Ka Ehsas Tujhse Hai
Mere Dil Ki Awaz Tujhse Hai;
Mera Pagalpan Mera Man Har Nazar Tujhse Hai
Tu Chahat Hai Meri;
Tu Tishnagi Hai Meri
***Tu Ashiqui Hai Meri***
Jholi Felake Manga Tha Use Khuda Se;
Par Khuda Ne Meri Fariyad Suni Hi Nahi;
Jab Bhi Puchi Maine Wajah Khuda Se;
Usne Kaha Q Chaha Use Jo Tere Liye Bana Hi Nahi!!!
Mohabbat woh haseen
Gunaah hain,
Jise har insaan khushi
Khushi karta hain…
Par
Mohabbat mein
Intezaar wo saza hai.
Jo sirf wohi karta hai…
Jo such mein
Mohabbat karta hai …!
Jab Kisi Ko Chaho to Ye Ummid mat Karo
K Wo b Tumhe Hi Chahe...
KOSIS Karo
Tumhari Chahat AISI Ho
K use Tumhare SIWA KISI Or ki Chahat PASAND Na Aaye...
Ek muddat se hai chhupaye ashq palko mein Dil gham se hain bhara par roye nehin koi nahi jo puchhe ek baar humse..”jaan jaag rahe ho kis ke liye? abhi tak soye nehin?” Kaise kahoon....
Karta raha fareb koi saadgi ke saath,
Itna bada mazak meri zindagi ke saath,
Shyad mili saza iis jurm ki mujhe,
Ho gaya tha pyaar mujhe ek ajnaabi ke saath ….
Na Paas Jaane Deta Hai Na Door UsSe Hone Deta Hai,
Na Dil Se Mere Noor Uskakhone HiDeta Hai.
Na Jaane Kesi Likhi Hai KismatKhuda Ne Meri,
Na Dil Se Muskurane Deta Hai NaKhul Kar Mujhe Rone
Hi Deta Hai.