Tumhe dehkti hoon to lagta hai tum mere liye banaaye gaye ho,
Tum yaad karti hoon to lagta hai ke tum sirf mere khwab banaaye gaye ho,
Tumhe paane ke liye jaan dene ko mann karta hai,
Tumhari yaad mein dil baar baar aahe bhartaa hai…
Sabke chehre me wo bat nahi hoti.
Thode se andhere se rat nahi hoti.
Zindgi me kuch log bahut pyare hote hai.
Kya kare unhi se hamari mulakat nahi hoti.
" मेरे प्यारे पति..!!!
" सवाल " कुछ भी हो,
" जवाब " तुम ही हो.
" रास्ता " कोई भी हो,
" मंज़िल " तुम ही हो.
" दु:ख " कितना भी हो,
" खुशी " तुम ही हो.
" अरमान " कितना भी हो,
" आरज़ू " तुम ही हो.
" गुस्सा " जितना भी हो,
प्यार तुम ही हो .
" ख्वाब " कोई भी हो,
" तकदीर " तुम ही हो.
यानि ऐसा समझो कि ,
" फसाद " कुछ भी हो,
सारे " फसाद " की " जड़ " ,
सिर्फ " तुम " ही हो ..
Sab Ki Khushi Ki chah Karte Hain,
Bas Hum Itna Sa Gunah Karte Hain,
Aaj Phir Aap K Sms K Intezar Mein Bethe Hain,
Dekhna hai Kab Aap Hamein "YAAD" Karte Hain.
Kar Jaa Kuch Aisa Dosti Yaari Mein Ke,
Sorry And Thanks Words Beimaan Lage,
Nibha Aisi Dosti Yaari Ke Yaaro Ko,
Tumhe Chhorna Mushkil Aur Duniya Chhodna Aasana Lage !!
Jaane kya hai dil ke andar jo chupke se toot raha hai.....
Ek meherbaan ka haath jaise hatho se choot raha hai.....
Ankhon mein ashkon ka samundar hai.....
Lagta hai jaise koi patta shaakhon se toot raha hai .....
Ashkon ko Meri Aankhon mein rehne ki aadat si ho gayi Hai.....
Ab toh Jaise Ishq hi mujh se rooth raha;hai.....
Kaash koyi hum par bhi itna pyaar jatati,
Piche se aakar wo hamari ankho ko chupati,
Hum puchhte ki kaun ho tum…??
Aur wo has kar khudko hamari jaan batati.
!!!! Kisi ko pyar itna do ki had na rahe !!!!
!!!! Magar etbaar bhi itna karna ki shaq na rahe
!!!!
!!!! Wafa itni karna ki bewafai na rahe !!!!
!!!! Aur duwa itni karna k bas judaai na rahe !!!!
Ek Larki Mujhe Gham Or Aansoo De Gayi
Ek Larki Mujhe Gham Or Aansoo De Gayi
Jab Khuch De Na Saki To Ruswayi De Gayi
Meri Zindagi Se Jate Huye Nishani Ke Tor Per
Kitni Mahabbat Se Mujhe Tanhayi De Gayi