• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Jab khuda ne tujhe banaya hoga Ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga. Aise hi nashili nahi teri aankhen Jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga.*
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Unse Baat Karne Ka Mann Hota Hai, Wo Baat Na Kare To Gham Hota Hai, Kaise Samjhaye Is Nadaan DiL Ko, Jitni Baate Kare Utna Kam Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mene Bhi Kisi Se Pyaar Kiya Tha, Thoda Nahi Beshumar Kiya Tha, Humari To Zindagi Hi Badal Gayi Jab Usne Kaha, Are Yar Mene To Majak Kiya Tha......
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kabhi Muskuraya Nahi To Muskurakar Dekho; Nazre Milayi Nahi To Milakar Dekho; Hum To Wo Yad Hai Jo Dil Me Bas Jate Hai; Yakeen Na Aye To Dil Laga Kar Dekho!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • तकदीर बनाने वाले, तूने भी हद कर दी; तकदीर में किसी और का नाम लिखा था; और दिल में चाहत किसी और की भर दी!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Nazar jab tumse milti hain, Mein khud ko bhool jata hu. Bus ik dharkan dharakti hai Mein khud ko bhool jata hu. Tumhe milne se pehle mein Bohat sajta sanwarta hoon. Magar jab tum sanwarti ho Main khud ko bhool jata hu.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kuch khubsurat sath chhuta nhi krte, waqt ke sath lamhe rutha nhi krte, milte hai kuch dost aise zindagi me, jinse nate khabhi tuta nhi karte. Its real swee2
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Har Lafz Me Matlab Hota Hai.. Har Matlab Me Fark Hota Hai.. Sab Kehte Hain Hum Kam Bolte Hain.. Lekin Kam Bolne Waalo Ke Hi Dilme Bahut Dard Hota Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Gam Ke Sagar Me Kahin Doob Na Jana. Manzil Na Mile To Tum Rooth Na Jana.. Zindagi Me Kabhi Kami Mahsos Ho Humari To Ham Zinda Hain Ye Samjh Kar Bhool Na Jana...
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Likhu Kuch Aaj Yeh Waqt Ka Takaza Hai, Mere Dil Me Dard Abhi Taza Hai, Gir Padte Hai Ashk Mere Kagaz Par, Kalam Me Syahi Kam Aur AansU Jyada Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khuda Se Maine Ek Duaa Mangi, Duaa Mein Apni Maut Maangi, Phir Khuda Ne Kaha Maut To Mai Tuje De Du, Par Usse Kya Doon Jisne Teri Lambi Umar Maangi...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jaage Hain Der Tak Hume Kuch Der Soone Do Thodi Si Raat Baaki Hai Subah To Hone Do Aadhe Adhoore Khwab Jo Poore Na Ho Sake Ek Baar Firse Neend Me Wo Khwab Aane Do..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raat Gehri Hai Ham Dar Bhi Sakte Hai, Ham Jo Kehte Hai Kar Bhi Sakte Hai, Aap Jo Ruthe To Itna Bhi Na Socha, Ham To Pagal Hai Mar Bhi Sakte Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Kab Khayal Unka Dil Me Nahi Hota, <3 Kab Dard Dil Se Juda Nahi Hota, Ku6 To Majburian Rahi Hongi Unki B, Bhala Yuhi to Koi Bewafa Nahi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Teri Yaad Me Pal Pal Marta Hai Koi.. Har Saans Ke Baad Tujhe Yaad Karta Hai Koi.. Jab Fursat Mile Tujhe To Soch Lena.. Ki Kitni Khamosh Mohabbat Tumse Karta Hai Koi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khamosh raat ke pehlu mei sitaare na hote In rukhi aankhon mei rangeen nazaare na hote Hum bhi na karte parwah Agar aap itne pyare na hote. @@@@@@@@@@@@ Phulon se haseen muskan ho teri chand sitaron se zyada shaan ho teri,Zinda gi mei sirf 1 ho maqsad tera ki aasmaan se unchi udaan ho teri *********************
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Love is like Iodex ohh, aah, auch durr bhagaye Love is like Airtel express yourself Love is like Pepsi Yeh dil mangay more Love is like Nokia Connecting People Love is like Samsung Everyone is Invited Love is like Nike just do it Love is like Habib Oil kyu ki Dil ka mamla hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS